Ladli
Aankhen Keh Gayi Dil Ki Baat Lyrics in Hindi. आँखें कह गयी दिल की बात song from Ladli. This Movie Stars David Abraham, Anil Biswas. Singer of Aankhen Keh Gayi Dil Ki Baat is Shiv Dayal Batish. Lyrics of this Movie Song is written by Safdar Aah Music is given by Anil Krishna Biswas
Contents
Song Details :
Song : Aankhen Keh Gayi Dil Ki Baat
Movie (Album) : Ladli
Star Cast Team : David Abraham, Anil Biswas
Singer(s) : Shiv Dayal Batish
Song Music Director : Anil Krishna Biswas
Lyrics Written by : Safdar Aah
Label : Saregama
Aankhen Keh Gayi Dil Ki Baat Lyrics in Hindi Ladli
Aankhen Keh Gayi Dil Ki Baat Lyrics in Hindi :
आँखें कह गयी दिल की बात
आँखें कह गयी दिल की बात
वो काली मतवाली आँखें
वो काली मतवाली आँखें
जिनकी अनोखी बात
आँखें कह गयी दिल की बात
आँखें कह गयी दिल की बात
ले गए सब कुछ एक नज़र में
दे गए सब कुछ एक नज़र में
दे गए सब कुछ एक नज़र में
जिसकी तमन्ना में जीते थे
मिल गयी वो माता
आँखें कह गयी दिल की बात
आँखें कह गयी दिल की बात
ले गए दिल और दिल की कहानी
ले गए दिल और दिल की कहानी
दे गए पीड़ फ़क़ीर सुहानी
एक पीड़ सुहानी
ले कर दिन का चैन दे गए
बिना नींद की रात
आँखें कह गयी दिल की बात
आँखें कह गयी दिल की बात
वो काली मतवाली आँखें
वो काली मतवाली आँखें
जिनकी अनोखी बात
आँखें कह गयी दिल की बात
आँखें कह गयी दिल की बात.
Aankhen Keh Gayi Dil Ki Baat Lyrics in English :
Aankhen keh gayi dil ki baat
Aankhen keh gayi dil ki baat
Wo kali matwali aankhe
Wo kali matwali aankhe
Jinki anokhi baat
Aankhen keh gayi dil ki baat
Aankhen keh gayi dil ki baat
Le gaye sab kuchh ek nazar mein
De gaye sab kuchh ek nazar mein
De gaye sab kuchh ek nazar mein
Jiski tamanna mein jite the
Mil gayi wo mata
Aankhen keh gayi dil ki baat
Aankhen keh gayi dil ki baat
Le gaye dil aur dil ki kahani
Le gaye dil aur dil ki kahani
De gaye peed fakir suhani
Ek peed suhani
Le kar din ka chain de gaye
Bina neend ki raat
Aankhen keh gayi dil ki baat
Aankhen keh gayi dil ki baat
Wo kali matwali aankhe
Wo kali matwali aankhe
Jinki anokhi baat
Aankhen keh gayi dil ki baat
Aankhen keh gayi dil ki baat.