Dekh Bhai Dekh Laughter Behind Darkness (2009)
Aankhon Mein Kyon Lyrics in Hindi. आँखों में क्यों song from Dekh Bhai Dekh Laughter Behind Darkness 2009. This Movie Stars Gracy Singh, Siddharth Koirala, Raghubir Yadav, Vijay Raaz, Asrani. Singer of Aankhon Mein Kyon is Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Rajab Ali. Lyrics are written by Rashid Firozbadi Music is given by Abuzar Rizvi, Nayab Raja
Contents
Song Details :
Song : Aankhon Mein Kyon
Movie (Album) : Dekh Bhai Dekh Laughter Behind Darkness 2009
Star Cast Team : Gracy Singh, Siddharth Koirala, Raghubir Yadav, Vijay Raaz, Asrani
Singer(s) : Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Rajab Ali
Song Music Director : Abuzar Rizvi, Nayab Raja
Lyrics Written by : Rashid Firozbadi
Music Video Label : Search Film’s Production
Aankhon Mein Kyon Lyrics in Hindi Dekh Bhai Dekh Laughter Behind Darkness 2009
Aankhon Mein Kyon Lyrics in Hindi :
आँखों में क्यूँ नमी है
ज़िन्दगी में कुछ कमी है
आँखों में क्यूँ नमी है
ज़िन्दगी में कुछ कमी है
सुने दिल की क्यूँ अब्ब तोह यह जमीन है
मेरे मौला क्यों बेबस अब्ब हमीं है
आँखों में क्यूँ नमी है
दिल में रह गयी साड़ी ख्वाइशें
सेहरा लगे जहां सुकून
अब्ब हमारा खो गया
नैनों से ो रही अश्क़ों की बारिशें
चैन अब्ब है कहाना
जुड़ा सारा आलम हो गया
रास्ते क्यों नहीं है
मंजिलें न कहीं है
आँखों में क्यूँ नमी है
टुटके बिखरी अब्ब तोह
हर ख़ुशी
ठुकराया क्यों सबने हमें
देखे थे ख्वाब जो उजड़े है आज वह
अपने हुये ख़फ़ा कैसे बताऊं मैं तुम्हे
धड़कने क्यूँ थमी है
खो गयी अब्ब हँसी है
आँखों में क्यूँ नमी है
ज़िन्दगी में कुछ कमी है
सुने दिल की क्यूँ अब्ब तोह यह जमीन है
मेरे मौला क्यों बेबस अब्ब हमीं है
आँखों में क्यूँ नमी है.
Aankhon Mein Kyon Lyrics in English :
Aankhon mein kyun nami hai,
Zindagi mein kuchh kami hai
Aankhon mein kyun nami hai,
Zindagi mein kuchh kami hai
Sune dil ki kyun abb toh yeh jameen hai
Mere maula kyun bebas abb hamin hai
Aankhon mein kyun nami hai
Dil mein reh gayi saari khwaaishein
Sehara lage jahaan sukun
Abb hamaara kho gaya
Nainon se o rahi ashqon ki baarishein
Chain abb hai kahaana
Juda saara aalam ho gaya
Raaste kyun nahi hai,
Manjilein na kahin hai
Aankhon mein kyun nami hai
Tutake bikhari abb toh
Har khushi, jina lage saja
Thukaraaya kyun sabne hamein
Dekhe the khwaab jo ujade hai aaj woh
Apane huye khafa kaise bataau main tumhe
Dhadkane kyun thami hai,
Kho gayi abb hansi hai
Aankhon mein kyun nami hai,
Zindagi mein kuchh kami hai
Sune dil ki kyun abb toh yeh jameen hai
Mere maula kyun bebas abb hamin hai
Aankhon mein kyun nami hai.