आये हैं सपने में Aaye Hain Sapne Mein song Lyrics in Hindi

Bachchon Ka Khel
Aaye Hain Sapne Mein Lyrics in Hindi. आये हैं सपने में song from Bachchon Ka Khel. This Movie Stars Agha, Meena Kumari, Kabir, Pran, Baby Shakuntala. Singer of Aaye Hain Sapne Mein is Anuradha Paudwal. Music is given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Song Details :

Song : Aaye Hain Sapne Mein
Movie (Album) : Bachchon Ka Khel
Star Cast Team : Agha, Meena Kumari, Kabir, Pran, Baby Shakuntala
Singer(s) : Anuradha Paudwal
Song Music Director : Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Label : Columbia Records

Aaye Hain Sapne Mein Lyrics in Hindi Bachchon Ka Khel

Aaye Hain Sapne Mein Lyrics in Hindi :

आये आये हैं सपने में हमारे वो
आये आये हैं सपने में हमारे वो
आये आये हैं सपने में हमारे

मोहब्बत के दरिया पे दोनों थे आये
मैं थी इस किनारे वो थे उस किनारे
मोहब्बत के दरिया पे दोनों थे आये
मैं थी इस किनारे वो थे उस किनारे
आये आये हैं सपने में हमारे

कहा मैंने औ मैं कैसे बताऊं
परेशां दोनों इश्क़ के बिचारे
कहा मैंने औ मैं कैसे बताऊं
परेशां दोनों इश्क़ के बिचारे
आये आये हैं सपने में हमारे

Lyrics-in-hindi.in  झूम ले दिल Jhoom Le Dil song Lyrics in Hindi

इसी बेबसी में लहार इक आई
चलें दोनों मिलाने उसी के सहारे
इसी बेबसी में लहार इक आई
चलें दोनों मिलाने उसी के सहारे
आये आये हैं सपने में हमारे

उसी के गले मिल के मैं हँस रही थी
खुली आँख देखा तो छिटके थे तारे
उसी के गले मिल के मैं हँस रही थी
खुली आँख देखा तो छिटके थे तारे
आये आये हैं सपने में हमारे.

Aaye Hain Sapne Mein Lyrics in English :

Aaye aaye hain sapne mein hamare wo
Aaye aaye hain sapne mein hamare wo
Aaye aaye hain sapne mein hamare

Mohabbat ke dariya pe dono the aaye
Main thi is kinare wo the us kinare
Mohabbat ke dariya pe dono the aaye
Main thi is kinare wo the us kinare
Aaye aaye hain sapne mein hamare

Kaha maine aau main kaise bataao
Pareshan dono ishq ke bichaare
Kaha maine aau main kaise bataao
Pareshan dono ishq ke bichaare
Aaye aaye hain sapne mein hamare

Isi bebasi mein lahar ik aai
Chalen dono milane usi ke sahaare
Isi bebasi mein lahar ik aai
Chalen dono milane usi ke sahaare
Aaye aaye hain sapne mein hamare

Usi ke gale mil ke main hans rahi thi
Khuli aankh dekha to chhitake the taare
Usi ke gale mil ke main hans rahi thi
Khuli aankh dekha to chhitake the taare
Aaye aaye hain sapne mein hamare.

Lyrics-in-hindi.in  किसी का दीप जलता है Kisi Ka Deep Jalta Hai song Lyrics in Hindi
All Songs From the Movie Bachchon Ka Khel

Music Video of this Song

Leave a Comment