Ram Rajya
Bharat Ki Ek Sannari Lyrics in Hindi. भारत की एक सन्नारी song from Ram Rajya. This Movie Stars Prem Adib, Chandrakant, Badri Prasad, Shobhna Samarth. Singer of Bharat Ki Ek Sannari is Madhusudan, Ram Apte. Lyrics of this Movie Song is written by Ramesh Gupta Music is given by Shankar Rao Vyas
Contents
Song Details :
Song : Bharat Ki Ek Sannari
Movie (Album) : Ram Rajya
Star Cast Team : Prem Adib, Chandrakant, Badri Prasad, Shobhna Samarth
Singer(s) : Madhusudan, Ram Apte
Song Music Director : Shankar Rao Vyas
Lyrics Written by : Ramesh Gupta
Label : Saregama
Bharat Ki Ek Sannari Lyrics in Hindi Ram Rajya
Bharat Ki Ek Sannari Lyrics in Hindi :
भारत की एक सन्नारी की
हम कथा सुनाते हैं
ऍन ऍन ऍन
हम कथा सुनाते हैं
मिथिला की राज-दुलारी की
हम कथा सुनाते हैं
हम कथा सुनाते हैं
भारत की एक सन्नारी की
हम कथा सुनाते हैं
ऍन ऍन ऍन
हम कथा सुनाते हैं
शिव-धनुष राम ने तोडा
शिव-धनुष राम ने तोडा
मिला चंद्र-चकोर का जोड़ा
मिला चंद्र-चकोर का जोड़ा
जनकपुरी से तोड़ा नाता
अवधपुरी से जोड़ा
जनकपुरी से तोड़ा नाता
अवधपुरी से जोड़ा
कोमल थी वह काली
सुखों में पली
बनों में चली
बहुत दुःख पाये
सुन कर उस की व्यथा
नयन भर आते हैं
हम कथा सुनाते हैं
भारत की एक सन्नारी की
हम कथा सुनाते हैं
हम कथा सुनाते हैं
रावण ने छल करि सिया को हरी
विधि क्या करि जो था बन पाई
सीता
बनों में फिरें
विकल रघुराई
विकल रघुराई.
Bharat Ki Ek Sannari Lyrics in English :
Bhaarat ki ek sannari ki
Hum katha sunaate hain
Aen aen aen
Hum katha sunaate hain
Mithila ki raaj-dulaari ki
Hum katha sunaate hain
Hum katha sunaate hain
Bhaarat ki ek sannari ki
Hum katha sunaate hain
Aen aen aen
Hum katha sunaate hain
Shiv-dhanush raam ne toda
Shiv-dhanush raam ne toda
Milaa chandra-chakor kaa joda
Milaa chandra-chakor kaa joda
Janakpuri se todaa naataa,
Awadhpuri se jodaa
Janakpuri se todaa naataa,
Awadhpuri se jodaa
Komal thhi woh kali,
Sukhon mein pali,
Banon mein chali,
Bahut dukh paaye
Sun kar uss ki vyathaa
Nain bhar aate hain
Hum katha sunaate hain
Bhaarat ki ek sannari ki
Hum katha sunaate hain
Hum katha sunaate hain
Raavan ne chhal kari siya ko hari,
Vidhi kya kari jo thaa ban paai
Sita, sita karen virah mein jaren
Banon mein phiren
Vikal raghuraai
Vikal raghuraai.