Neki Aur Badi
Chand Hasa Aakash Pe Lyrics in Hindi. चाँद हँसा आकाश पे song from Neki Aur Badi. This Movie Stars Kidar Sharma, Madhubala, Geeta Bali, Pasi Patel, Uma Dutt, Nazira. Singer of Chand Hasa Aakash Pe is Amirbai Karnataki. Lyrics Of this Movie is written by Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma) Music is given by Roshanlal Nagrath (Roshan)
Contents
Song Details :
Song : Chand Hasa Aakash Pe
Movie (Album) : Neki Aur Badi
Star Cast Team : Kidar Sharma, Madhubala, Geeta Bali, Pasi Patel, Uma Dutt, Nazira
Singer(s) : Amirbai Karnataki
Song Music Director : Roshanlal Nagrath (Roshan)
Lyrics Written by : Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Label : Saregama
Chand Hasa Aakash Pe Lyrics in Hindi Neki Aur Badi
Chand Hasa Aakash Pe Lyrics in Hindi :
चाँद हँसा आकाश पे और
तारों में ईशारे होने लगे
तारों में ईशारे होने लगे
धीरे धीरे याद उनकी
हम जो सुध बुध खोने लगे
हाय हम जो सुध बुध खोने लगे
चाँद हँसा आकाश पे और
तारों में ईशारे होने लगे
तारों में ईशारे होने लगे
चाँद हँसा
प्रीत के लिए कुछ कुछ हमने
उल्फत के तरीके सीख लिए
प्रीत के लिए कुछ कुछ हमने
उल्फत के तरीके सीख लिए
सामने सबके कह रहे
तनहा बैठे और रोने लगे
तनहा बैठे और रोने लगे
चाँद हँसा
मन में आग लगाके वो
मन में आग लगाते हो
प्यासी अंखिया छलकते हो
प्यासी अंखिया छलकते हो
नैनं की नैया के माली
अपनी नाव डूबने लगे
तुम अपनी नाव डूबने लगे
चाँद हँसा.
Chand Hasa Aakash Pe Lyrics in English :
Chand hasa aakash pe aur
Taaro mein ishare hone lage
Taaro mein ishare hone lage
Dheere dhire yaad unki
Hum jo sudh budh khone lage
Haye hum jo sudh budh khone lage
Chand hasa aakash pe aur
Taaro mein ishare hone lage
Taaro mein ishare hone lage
Chand hasa
Preet ke liye kuch kuch humne
Ulfat ke tarike sikh liye
Preet ke liye kuch kuch humne
Ulfat ke tarike sikh liye
Samne sabke keh rahe
Tanha baithe aur rone lage
Tanha baithe aur rone lage
Chand hasa
Man mein aag lagake wo
Man mein aag lagate ho
Pyasi ankhiya chhalkate ho
Pyasi ankhiya chhalkate ho
Nainan ki naiya ke mali
Apni naav dubone lage
Tum apni naav dubone lage
Chand hasa.