Dil Hai Tumhaara (2002)
Chayya Hai Jo Dil Lyrics in Hindi. चैया है जो दिल song from Dil Hai Tumhaara 2002. This Movie Stars Rekha, Preity Zinta, Mahima Chaudhry, Arjun Rampal, Jimmy Shergill. Singer of Chayya Hai Jo Dil is Kavita Krishnamurthy, Shaan. Lyrics of this Movie Song is written by Sameer Music is given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Contents
Song Details :
Song : Chayya Hai Jo Dil
Movie (Album) : Dil Hai Tumhaara 2002
Star Cast Team : Rekha, Preity Zinta, Mahima Chaudhry, Arjun Rampal, Jimmy Shergill
Singer(s) : Kavita Krishnamurthy, Shaan
Song Music Director : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Lyrics Written by : Sameer
Label : Tips Music
Chayya Hai Jo Dil Lyrics in Hindi Dil Hai Tumhaara 2002
Chayya Hai Jo Dil Lyrics in Hindi :
छाया है जो दिल पे क्या नशा है
ऐसा लग रहा है प्यार हो रहा है
हो
ऐसा लग रहा है प्यार हो रहा है
बेक़रारी में भी कितना मज़ा है
ऐसा लग रहा है प्यार हो रहा है
अपनी पलकों में मुझको छुपाया है
एक चेहरे ने मेरा चैन चुराया है
हर तरफ शोख मौसम का साया है
इन हवाओं ने मेरा आँचल उड़ाया है
दिल में जो छुपी है एक दिलरुबा है
ऐसा लग रहा है प्यार हो रहा है
बेक़रारी में भी कितना मज़ा है
ऐसा लग रहा है प्यार हो रहा है
मैं तो दीवानी तेरी होने लगी
अजनबी ख्यालों में खोने लगी
कुछ खबर हुई न मुझको तेरी कसम
कब और कहाँ यह चाहत हुई सनम
दर्द है चुभन है हया है
ऐसा लग रहा है प्यार हो रहा है
छाया है जो दिल पे क्या नशा है
ऐसा लग रहा है प्यार हो रहा है
हम
ऐसा लग रहा है प्यार हो रहा है
ऐसा लग रहा है
ऐसा लग रहा है प्यार हो रहा है.
Chayya Hai Jo Dil Lyrics in English :
Chhaaya hai jo dil pe kya nasha hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Ho, chhaaya hai jo dil pe kya nasha hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Beqaraari mein bhi kitna maza hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Apni palkon mein mujhko chhupaaya hai
Ek chehre ne mera chain churaaya hai
Har taraf shokh mausam ka saaya hai
In hawaaon ne mera aanchal udaaya hai
Dil mein jo chhupi hai ek dilruba hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Beqaraari mein bhi kitna maza hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Main to deewaani teri hone lagi
Ajnabi khayaalon mein khone lagi
Kuch khabar hui na mujhko teri kasam
Kab aur kahan yeh chaahat hui sanam
Dard hai chubhan hai haya hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Chhaaya hai jo dil pe kya nasha hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Hm, beqaraari mein bhi kitna maza hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Aisa lag raha hai, aisa lag raha hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai.