Chandni Raat
Chhaya Meri Umeed Ki Lyrics in Hindi. छाया मेरी उम्मीद की song from Chandni Raat. This Movie Stars Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan. Singer of Chhaya Meri Umeed Ki is Shamshad Begum. Lyrics are written by Shakeel Badayuni Music is given by Naushad Ali
Contents
Song Details :
Song : Chhaya Meri Umeed Ki
Movie (Album) : Chandni Raat
Star Cast Team : Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Singer(s) : Shamshad Begum
Song Music Director : Naushad Ali
Lyrics Written by : Shakeel Badayuni
Label : Saregama
Chhaya Meri Umeed Ki Lyrics in Hindi Chandni Raat
Chhaya Meri Umeed Ki Lyrics in Hindi :
छाया मेरी उम्मीद की
दुनिया में अंधेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा
छाया मेरी उम्मीद की
दुनिया में अंधेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा
खो जाए न मिल कर
कही उल्फ़त का खज़ाना
कही उल्फ़त का खज़ाना
खो जाए न मिल कर
कही उल्फ़त का खज़ाना
रह जाए न लूट कर कही
अरमानो का डेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा
खिलने भी न पायी
अभी कलियाँ मेरे दिल की
अभी कलियाँ मेरे दिल की
खिलने भी न पाई
अभी कलियाँ मेरे दिल की
दिल तोड़ के ग़म ने किया
पहलू में बसेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा
सुनता नहीं कोई
किसे में जा के सुनाऊँ
किसे में जा के सुनाऊँ
सुनता नहीं कोई
किसे में जा के सुनाऊँ
दुःख-दर्द में डूबा हुआ
अफसाना है मेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा
छाया मेरी उम्मीद की
दुनिया में अंधेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा.
Chhaya Meri Umeed Ki Lyrics in English :
Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera
Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga saveraa
Kho jaaye na mil kar
Kahi ulfat ka khazana
Kahi ulfat ka khazana
Kho jaaye na mil kar
Kahi ulfat ka khazana
Reh jaaye na lut kar kahi
Aramaano ka deraa
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera
Khilane bhi na paayi
Abhi kaliyaan mere dil ki
Abhi kaliyaan mere dil ki
Khilane bhi na paai
Abhi kaliyaan mere dil ki
Dil tod ke gham ne kiya
Pehalu mein baseraa
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera
Sunata nahi koi
Kise main jaa ke sunaun
Kise main jaa ke sunaun
Sunata nahi koi
Kise main jaa ke sunaun
Dukh-dard mein dubaa hua
Afasana hai mera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera
Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera.