Ek Saal
Chham Chham Chali Piya Lyrics in Hindi. छम छम चली पिया song from Ek Saal. This Movie Stars Ashok Kumar, Madhubala, Kuldip Kaur, Minu Mumtaz, Johnny Walker, Mehmood, Madan Puri. Singer of Chham Chham Chali Piya is Lata Mangeshkar. Lyrics are written by Ravi Shankar Sharma (Ravi) Music is given by Prem Dhawan
Contents
Song Details :
Song : Chham Chham Chali Piya
Movie (Album) : Ek Saal
Star Cast Team : Ashok Kumar, Madhubala, Kuldip Kaur, Minu Mumtaz, Johnny Walker, Mehmood, Madan Puri
Singer(s) : Lata Mangeshkar
Song Music Director : Prem Dhawan
Lyrics Written by : Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Label : Saregama
Chham Chham Chali Piya Lyrics in Hindi Ek Saal
Chham Chham Chali Piya Lyrics in Hindi :
छम छम चली पिया की गली
मैं सपने नए सजा के
छम छम चली पिया की गली
मैं सपने नए सजा के
कैसा जादू कर गए साजन
इन नैनं में ा के
छम छम चली पिया की गली
मैं सपने नए सजा के
धीरे से बोल के बिना किसी मोल के
ले गया दिल कोई अंखियों में टोल के
धीरे से बोल के बिना किसी मोल के
ले गया दिल कोई अंखियों में टोल के
खोयी खोयी डोलूं मैं तो सुध बिसरा के
खोयी खोयी डोलूं मैं तो सुध बिसरा के
छम छम चली पिया की गली
मैं सपने नए सजा के
रुत है बहार की सोलह सिंगार की
कानों में मोरे शेहनाई बाजे प्यार की
रुत है बहार की सोलह सिंगार की
कानों में मोरे शेहनाई बाजे प्यार की
दुनिया से रखूँ कैसे प्रीत छुपा के
दुनिया से रखूँ कैसे प्रीत छुपा के
छम छम चली पिया की गली
मैं सपने नए सजा के
कैसा जादू कर गए साजन
इन नैनं में ा के
छम छम चली पिया की गली
मैं सपने नए सजा के.
Chham Chham Chali Piya Lyrics in English :
Chham chham chali piya ki gali
Main sapne naye saja ke
Chham chham chali piya ki gali
Main sapne naye saja ke
Kaisa jaadu kar gaye saajan
In nainan mein aa ke
Chham chham chali piya ki gali
Main sapne naye saja ke
Dheere se bol ke bina kisi mol ke
Le gaya dil koyi ankhiyon mein tol ke
Dheere se bol ke bina kisi mol ke
Le gaya dil koyi ankhiyon mein tol ke
Khoyi khoyi dolun main to sudh bisra ke
Khoyi khoyi dolun main to sudh bisra ke
Chham chham chali piya ki gali
Main sapne naye saja ke
Rut hai bahaar ki solah singaar ki
Kaanon mein more shehnaayi baaje pyaar ki
Rut hai bahaar ki solah singaar ki
Kaanon mein more shehnaayi baaje pyaar ki
Duniya se rakhoon kaise preet chhupa ke
Duniya se rakhoon kaise preet chhupa ke
Chham chham chali piya ki gali
Main sapne naye saja ke
Kaisa jaadu kar gaye saajan
In nainan mein aa ke
Chham chham chali piya ki gali
Main sapne naye saja ke.