फिर छेडने आयी है Phir Chhedne Aayi Hai song Lyrics in Hindi

Rasiya
Phir Chhedne Aayi Hai Lyrics in Hindi. फिर छेडने आयी है song from Rasiya. This Movie Stars null. Singer of Phir Chhedne Aayi Hai is Lata Mangeshkar. Lyrics of this Movie Song is written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) Music is given by Bulo C. Rani

Song Details :

Song : Phir Chhedne Aayi Hai
Movie (Album) : Rasiya
Star Cast Team : null
Singer(s) : Lata Mangeshkar
Song Music Director : Bulo C. Rani
Lyrics Written by : Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Label : Saregama

Phir Chhedne Aayi Hai Lyrics in Hindi Rasiya

Phir Chhedne Aayi Hai Lyrics in Hindi :

फिर छेडने आयी है
वो काली बदरिया
फिर छेडने आयी है
वो काली बदरिया
अब तुम ही कहो हाँ
अब तुम ही कहो कैसे
मैं सम्भलूँ सावरिया
फिर छेडने आयी है
वो काली बदरिया
फिर छेडने आयी है

दामन में बदरिया के
हैं सावन की घटाएं
दामन में बदरिया के
हैं सावन की घटाएं
खामोश ज़बानी में
जो ये तुझको सुनाये
खामोश ज़बानी में
जो ये तुझको सुनाये
ै रूठे हुए
ै रूठे हुए सब्र की
छलकी है गगरिया
फिर छेडने आयी है
वो काली बदरिया
फिर छेडने आयी है

Lyrics-in-hindi.in  अरे मर गए Arey Mar Gaye song Lyrics in Hindi

इस रुत में जो रूठे
वो कभी चैन ना पाये
इस रुत में जो रूठे
वो कभी चैन ना पाये
सावन कभी जीवन में
फिर उसके न आये
सावन कभी जीवन में
फिर उसके न आये लग जाए
उसे लग जाए उसे काली
बदरिया की नजरिया
फिर छेडने आयी है
वो काली बदरिया
फिर छेडने आयी है.

Phir Chhedne Aayi Hai Lyrics in English :

Phir chhedne aayi hai
Wo kaali badariya
Phir chhedne aayi hai
Wo kaali badariya
Ab tum hi kaho haan
Ab tum hi kaho kaise
Main sambhlun saawariya
Phir chhedne aayi hai
Wo kaali badariya
Phir chhedne aayi hai

Daaman mein badariya ke
Hain saawan ki ghataaye
Daaman mein badariya ke
Hain saawan ki ghataaye
Khaamosh zabaani mein
Jo ye tujhko sunaaye
Khaamosh zabaani mein
Jo ye tujhko sunaaye
Aey ruthhe huye
Aey ruthe huye sabr ki
Chhalki hai gagariya
Phir chhedne aayi hai
Wo kaali badariya
Phir chhedne aayi hai

Is rut mein jo ruthhe
Wo kabhi chain naa paaye
Is rut mein jo ruthhe
Wo kabhi chain naa paaye
Saawan kabhi jeewan mein
Phir uske na aaye
Saawan kabhi jeewan mein
Phir uske na aaye lag jaaye
Use lag jaaye use kaali
Badariya ki nazariya
Phir chhedne aayi hai
Wo kaali badariya
Phir chhedne aayi hai.

Lyrics-in-hindi.in  रहने को घर दो Rehne Ko Ghar Do song Lyrics in Hindi
All Songs From the Movie Rasiya

Music Video of this Song

Leave a Comment