Ladli
Ik Chhoti Si Chingari Lyrics in Hindi. इक छोटी सी चिंगारी song from Ladli. This Movie Stars David Abraham, Anil Biswas. Singer of Ik Chhoti Si Chingari is Meena Kapoor. Lyrics of this Movie Song is written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari) Music is given by Anil Krishna Biswas
Contents
Song Details :
Song : Ik Chhoti Si Chingari
Movie (Album) : Ladli
Star Cast Team : David Abraham, Anil Biswas
Singer(s) : Meena Kapoor
Song Music Director : Anil Krishna Biswas
Lyrics Written by : Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Label : Saregama
Ik Chhoti Si Chingari Lyrics in Hindi Ladli
Ik Chhoti Si Chingari Lyrics in Hindi :
इक छोटी सी चिंगारी
मैं इक छोटी सी चिंगारी इक चिंगारी
मैं इक छोटी सी चिंगारी
मचलती हूँ हवाओं में
मचलती हूँ हवाओं में
हमारी हर अदा प्यारी
हमारी हर ऐडा न्यारी
इक छोटी सी चिंगारी
मैं इक छोटी सी चिंगारी
हज़ारों चाहने वाले हमारे
गिरद फिरते है
कई ऐसे भी है
सौ बार जीते और मरते है
कई ऐसे भी है
सौ बार जीते और मरते है
हज़ारों चाहने वाले
हमारे गिर्द फिरते है
किसी का दर्द लेकर
किसी का दर्द लेकर
क्यों बनू मैं एक दुखियारी
मैं इक छोटी सी चिंगारी
इक छोटी सी चिंगारी
मैं इक छोटी सी चिंगारी
समां बनकर मुझे
महफ़िल में यु जीना नहीं आता
किसी की याद में बैठ के
रोना नहीं आता
किसी की याद में बैठ के
रोना नहीं आता
समां बनकर मुझे
महफ़िल में यूँ जीना नहीं आता
मोहब्बत जिसको कहते है
मोहब्बत जिसको कहते है
वो है एक आम बीमारी
वो है एक आम बीमारी
मैं इक छोटी सी चिंगारी
इक छोटी सी चिंगारी
मैं इक छोटी सी चिंगारी
मचलती हूँ हवाओं में
मचलती हूँ हवाओं में
हमारी हर अदा प्यारी
हमारी हर ऐडा न्यारी
इक छोटी सी चिंगारी
मैं इक छोटी सी चिंगारी.
Ik Chhoti Si Chingari Lyrics in English :
Ik chhoti si chingari
Main ik chhoti si chingari ik chingari
Main ik chhoti si chingari
Machalti hoon hawao mein
Machalti hoon hawao mein
Humari har ada pyari
Humari har ada nyari
Ik chhoti si chingari
Main ik chhoti si chingari
Hazaro chahne wale hamare
Gird phirte hai
Kayi aise bhi hai
Sau bar jite aur marte hai
Kayi aise bhi hai
Sau bar jite aur marte hai
Hazaro chahne wale
Hamare gird firte hai
Kisi ka dard lekar
Kisi ka dard lekar
Kyu banu main ek dukhiyari
Main ik chhoti si chingari
Ik chhoti si chingari
Main ik chhoti si chingari
Sama bankar mujhe
Mahfil mein yu jeena nahi aata
Kisi ki yaad mein baith ke
Rona nahi aata
Kisi ki yaad mein baith ke
Rona nahi aata
Sama bankar mujhe
Mahfil mein yun jeena nahi aata
Mohabbat jisko kahte hai
Mohabbat jisko kahte hai
Wo hai ek aam bimari
Wo hai ek aam bimari
Main ik chhoti si chingari
Ik chhoti si chingari
Main ik chhoti si chingari
Machalti hoon hawao mein
Machalti hoon hawao mein
Humari har ada pyari
Humari har ada nyari
Ik chhoti si chingari
Main ik chhoti si chingari.