इस जग में गरीबो का Is Jag Mein Garibo Ka song Lyrics in Hindi

Bhookh
Is Jag Mein Garibo Ka Lyrics in Hindi. इस जग में गरीबो का song from Bhookh. This Movie Stars Sheikh Mukhtar, Husna, Kanhaiya Lal, Agha, Abu Baker, Narmada Shankar, Kiran. Singer of Is Jag Mein Garibo Ka is Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). Lyrics are written by Safdar Aah Music is given by Anil Krishna Biswas

Song Details :

Song : Is Jag Mein Garibo Ka
Movie (Album) : Bhookh
Star Cast Team : Sheikh Mukhtar, Husna, Kanhaiya Lal, Agha, Abu Baker, Narmada Shankar, Kiran
Singer(s) : Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Song Music Director : Anil Krishna Biswas
Lyrics Written by : Safdar Aah
Label : Columbia Records/Saregama

Is Jag Mein Garibo Ka Lyrics in Hindi Bhookh

Is Jag Mein Garibo Ka Lyrics in Hindi :

इस जग में गरीबो का नहीं
कोई ठिकाना कोई ठिकाना
इस जग में गरीबो का नहीं
कोई ठिकाना कोई ठिकाना
दुखियारों को
दुखियारों को ठोकर का
बनाते है निशाना
दुखियारों को ठोकर का
बनाते है निशाना
इस जग में गरीबो का नहीं
कोई ठिकाना

सोने की चमक ले गयी
आँखों की मुरब्बत
सोने की चमक ले गयी
आँखों की मुरब्बत
इन्सानों के दिल में नहीं
इंसान की मोहब्बत
इन्सानों के दिल में नहीं
इंसान की मोहब्बत
कब तक मेरे भगवन
कब तक मेरे भगवन
ये बदलेंगे ज़माना
कब तक मेरे भगवन
ये बदलेंगे ज़माना
इस जग में गरीबो का नहीं
कोई ठिकाना

Lyrics-in-hindi.in  Dhobi Doctor Songs lyrics

उजड़े हुए दिल और है
टपकते हुए छले
उजड़े हुए दिल और है
टपकते हुए छले
ए ूंछे महल वालो
ए ूंछे महल वालो
ज़रा सुनलो ये नाले
ए ूंछे महल वालो
ज़रा सुनलो ये नाले.

Is Jag Mein Garibo Ka Lyrics in English :

Is jag mein garibo ka nahi
Koi thikana koi thikana
Is jag mein garibo ka nahi
Koi thikana koi thikana
Dukhiyaro ko
Dukhiyaro ko thokar ka
Banate hai nishana
Dukhiyaro ko thokar ka
Banate hai nishana
Is jag mein garibo ka nahi
Koi thikana

Sone ki chamak le gayi
Aankho ki murabbat
Sone ki chamak le gayi
Aankho ki murabbat
Insano ke dil mein nahi
Insan ki mohabbat
Insano ke dil mein nahi
Insan ki mohabbat
Kab tak mere bhagwan
Kab tak mere bhagwan
Ye badlega zamana
Kab tak mere bhagwan
Ye badlega zamana
Is jag mein garibo ka nahi
Koi thikana

Ujde hue dil aur hai
Tapakte hue chhale
Ujde hue dil aur hai
Tapakte hue chhale
Aye unchhe mahal walo
Aye unchhe mahal walo
Jara sunlo ye nale
Aye unchhe mahal walo
Zara sunlo ye nale.

All Songs From the Movie Bhookh

Music Video of this Song

Leave a Comment