जब गोरी ने Jab Gori Ne song Lyrics in Hindi

Bulandi (2000)
Jab Gori Ne Lyrics in Hindi. जब गोरी ने song from Bulandi 2000. This Movie Stars Anil Kapoor, Rajnikanth, Rekha, Raveena Tandon, Shakti Kapoor, Aruna Irani. Singer of Jab Gori Ne is Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik. Lyrics of this Movie Song is written by Anand Bakshi Music is given by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)

Song Details :

Song : Jab Gori Ne
Movie (Album) : Bulandi 2000
Star Cast Team : Anil Kapoor, Rajnikanth, Rekha, Raveena Tandon, Shakti Kapoor, Aruna Irani
Singer(s) : Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Song Music Director : Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Lyrics Written by : Anand Bakshi
Label : T-Series

Jab Gori Ne Lyrics in Hindi Bulandi 2000

Jab Gori Ne Lyrics in Hindi :

जब गोरी ने जब गोरी ने
गिराया घुंघटा
ो जाने मुझे क्या हो गया
जब गोरी ने गिराया घुंघटा
ो जाने मुझे क्या हो गया
पहले दिल फिर चैन फिर निंदिया
पहले दिल फिर चैन फिर निंदिया
सब कुछ मेरा खो गया

जब सैया ने जब सैया ने
उठाया घूंघट
ो जाने मुझे क्या हो गया
जब सैया ने उठाया घूंघट
ो जाने मुझे क्या हो गया
पहले दिल फिर चैन फिर निंदिया
पहले दिल फिर चैन फिर निंदिया
सब कुछ मेरा खो गया
जब गोरी ने जब गोरी ने
गिराया घुंघटा
ो जाने मुझे क्या हो गया
ो जाने मुझे क्या हो गया

Lyrics-in-hindi.in  ज़रुरत Zaroorat song Lyrics in Hindi

हो मैं तो समझी
खेल खेल में जान गयी
बात तेरी बेईमान
मैं कैसे मान गयी
मैं तो समझी
खेल खेल में जान गयी
बात तेरी बेईमान
मैं कैसे मान गयी
मेरा भी यही हाल हो गया
ओ देखो ये कमाल हो गया
है मेरा भी यही हाल हो गया
ओ देखो ये कमाल हो गया

न मैं ये जानि न तू ये जाना
न मैं ये जानि न तू ये जाना
ये आया दिल वो गया
जब गोरी ने जब गोरी ने
गिराया घुंघटा
ो जाने मुझे क्या हो गया
जब सैया ने उठाया घूंघट
ो जाने मुझे क्या हो गया
ो जाने मुझे क्या हो गया

करना इंतज़ार मैं जल्दी आऊंगा
थाम के तेरा हाथ साथ ले जाऊँगा
करना इंतज़ार मैं जल्दी आऊंगा
थाम के तेरा हाथ साथ ले जाऊँगा
ये कैसी जोरा जोरि हैं जी
ये प्यार हैं के चोरि हैं जी
ये कैसी जोरा जोरि हैं जी
ये प्यार हैं के चोरि हैं जी
मैं तेरी लहराती जुल्फों के
मैं तेरी लहराती जुल्फों के
साये तले सो गया
जब सैया ने जब सैया ने
उठाया घूंघट
ो जाने मुझे क्या हो गया
जब गोरी ने गिराया घुंघटा
ो जाने मुझे क्या हो गया
पहले दिल फिर चैन फिर निंदिया
पहले दिल फिर चैन फिर निंदिया
सब कुछ मेरा खो गया.

Lyrics-in-hindi.in  Warrior Savitri (2016) Songs lyrics

Jab Gori Ne Lyrics in English :

Jab gori ne jab gori ne
Giraya ghunghta
O jaane mujhe kya ho gaya
Jab gori ne giraya ghunghta
O jaane mujhe kya ho gaya
Pehle dil phir chain phir nindiya
Pehle dil phir chain phir nindiya
Sab kuch mera kho gaya

Jab saiya ne jab saiya ne
Uthaya ghunghta
O jaane mujhe kya ho gaya
Jab saiya ne uthaya ghunghta
O jaane mujhe kya ho gaya
Pehle dil phir chain phir nindiya
Pehle dil phir chain phir nindiya
Sab kuch mera kho gaya
Jab gori ne jab gori ne
Giraya ghunghta
O jaane mujhe kya ho gaya
O jaane mujhe kya ho gaya

Ho main to samjhi
Khel khel mein jaan gayi
Baat teri beimaan
Main kaise maan gayi
Main to samjhi
Khel khel mein jaan gayi
Baat teri beimaan
Main kaise maan gayi
Mera bhi yahi haal ho gaya
O dekho ye kamaal ho gaya
Ha mera bhi yahi haal ho gaya
O dekho ye kamaal ho gaya

Na main ye jani na tu ye jana
Na main ye jani na tu ye jana
Ye aaya dil wo gaya
Jab gori ne jab gori ne
Giraya ghunghta
O jaane mujhe kya ho gaya
Jab saiya ne uthaya ghunghta
O jaane mujhe kya ho gaya
O jaane mujhe kya ho gaya

Lyrics-in-hindi.in  चेहरे पढ़ लेता है Chehre Padh Leta Hai song Lyrics in Hindi

Karna intzar main jaldi aaunga
Tham ke tera haath saath le jaaunga
Karna intzar main jaldi aaunga
Tham ke tera haath saath le jaaunga
Ye kaisi jora jori hain jee
Ye pyar hain ke chori hain jee
Ye kaisi jora jori hain jee
Ye pyar hain ke chori hain jee
Main teri lahrati zulfon ke
Main teri lahrati zulfon ke
Saaye tale so gaya
Jab saiya ne jab saiya ne
Uthaya ghunghta
O jaane mujhe kya ho gaya
Jab gori ne giraya ghunghta
O jaane mujhe kya ho gaya
Pehle dil phir chain phir nindiya
Pehle dil phir chain phir nindiya
Sab kuch mera kho gaya.

All Songs From the Movie Bulandi 2000

Music Video of this Song

Leave a Comment