किसके लिए रुका है Kiske Liye Ruka Hai song Lyrics in Hindi

Ek Saal
Kiske Liye Ruka Hai Lyrics in Hindi. किसके लिए रुका है song from Ek Saal. This Movie Stars Ashok Kumar, Madhubala, Kuldip Kaur, Minu Mumtaz, Johnny Walker, Mehmood, Madan Puri. Singer of Kiske Liye Ruka Hai is Mohammed Rafi. Lyrics are written by Prem Dhawan Music is given by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Song Details :

Song : Kiske Liye Ruka Hai
Movie (Album) : Ek Saal
Star Cast Team : Ashok Kumar, Madhubala, Kuldip Kaur, Minu Mumtaz, Johnny Walker, Mehmood, Madan Puri
Singer(s) : Mohammed Rafi
Song Music Director : Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Lyrics Written by : Prem Dhawan
Label : Saregama

Kiske Liye Ruka Hai Lyrics in Hindi Ek Saal

Kiske Liye Ruka Hai Lyrics in Hindi :

ग़ाफ़िल तुझे घड़ियाल ये
देता है मनादि
गर्दूं ने घडी उम्र की
इक और घटा दी

किसके लिए रुका है
किसके लिए रुकेगा
करना है जो भी कर ले
ये वक़्त जा रहा है
ये वक़्त जा रहा है
किसके लिए रुका है
किसके लिए रुकेगा
करना है जो भी कर ले
ये वक़्त जा रहा है
ये वक़्त जा रहा है
किसके लिए रुका है

Lyrics-in-hindi.in  हुस्न से चाँद भी Husn Se Chand Bhi song Lyrics in Hindi

पानी का बुलबुला है
इंसान की ज़िंदगानी
दम भर का ये फ़साना
पल भर की ये कहानी
हर सांस साथ अपने
पैगाम ला रहा है
हर सांस साथ अपने
पैगाम ला रहा है
करना है जो भी कर ले
ये वक़्त जा रहा है
ये वक़्त जा रहा है
किसके लिए रुका है

दुनिया बुरा कहे तो
इलज़ाम ये उठा ले
खुद मीट के भी किसी की
तू ज़िन्दगी बचा ले
दिल का चिराग तुझको
रास्ता दिखा रहा है
दिल का चिराग तुझको
रास्ता दिखा रहा है
करना है जो भी कर ले
ये वक़्त जा रहा है
ये वक़्त जा रहा है
किसके लिए रुका है.

Kiske Liye Ruka Hai Lyrics in English :

Gaafil tujhe ghadiyaal ye
Deta hai manaadi
Gardoon ne ghadi umr ki
Ik aur ghataa di

Kiske liye rukaa hai
Kiske liye rukegaa
Karna hai jo bhi kar le
Ye waqt jaa rahaa hai
Ye waqt jaa rahaa hai
Kiske liye rukaa hai
Kiske liye rukegaa
Karna hai jo bhi kar le
Ye waqt jaa rahaa hai
Ye waqt jaa rahaa hai
Kiske liye rukaa hai

Paani ka bulbulaa hai
Insaan ki zindgaani
Dam bhar ka ye fasaanaa
Pal bhar ki ye kahaani
Har saans saath apne
Paighaam laa rahaa hai
Har saans saath apne
Paighaam laa rahaa hai
Karna hai jo bhi kar le
Ye waqt jaa rahaa hai
Ye waqt jaa rahaa hai
Kiske liye rukaa hai

Lyrics-in-hindi.in  कारे कारे बदरा Kare Kare Badra song Lyrics in Hindi

Duniyaa bura kahe to
Ilzaam ye uthhaa le
Khud mit ke bhi kisi ki
Tu zindagi bachaa le
Dil ka chiraag tujhko
Rasta dikhaa rahaa hai
Dil ka chiraag tujhko
Rasta dikhaa rahaa hai
Karna hai jo bhi kar le
Ye waqt jaa rahaa hai
Ye waqt jaa rahaa hai
Kiske liye rukaa hai.

All Songs From the Movie Ek Saal

Music Video of this Song

Leave a Comment