मैं जानती हूँ Main Janti Hoon song Lyrics in Hindi

Leela
Main Janti Hoon Lyrics in Hindi. मैं जानती हूँ song from Leela. This Movie Stars Kanu Roy, Shobha, Veera, Sunalini Devi. Singer of Main Janti Hoon is Amirbai Karnataki. Lyrics of this Movie Song is written by Gopal Singh Nepali Music is given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Song Details :

Song : Main Janti Hoon
Movie (Album) : Leela
Star Cast Team : Kanu Roy, Shobha, Veera, Sunalini Devi
Singer(s) : Amirbai Karnataki
Song Music Director : Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lyrics Written by : Gopal Singh Nepali
Label : Saregama

Main Janti Hoon Lyrics in Hindi Leela

Main Janti Hoon Lyrics in Hindi :

मैं जानती हूँ तुम न
आओगे कभी पिया
फिर भी तुम्हारी राह में
जला रही दिया
हो पिया हो पिया

ले कर फूलो की रात में
तारो की आरती
ले कर फूलो की रात में
तारो की आरती
हो देवता हो देवता
मैं देर से राश्ता निहारती
राष्ट निहारती
मालूम है मुझे के
मिल न पायेगा जिया
फिर भी तुम्हारी राह में
जला रही दिया
हो पिया हो पिया

मैं मानती हूँ तुम न
पहनोगे कभी ये हार
मैं मानती हूँ तुम न
पहनोगे कभी ये हार
आँचल में सुख जायेंगे
आशु के हर सिंगार
आशु के हर सिंगार
किसने है टूटे हार को
गले लगा लिया
फिर भी तुम्हारी राह में
जला रही दिया
हो पिया हो पिया

Lyrics-in-hindi.in  Rafoo Chakkar (1975) Songs Lyrics

पूरे बरस में एक दिन
आने की बात थी
पूरे बरस में एक दिन
आने की बात थी
इस पार आ इस पार ाके
दिल मिल जाने की बात थी
आने की बात थी
वादा किया तुम्ही ने
तुम्ही ने भुला दिया
फिर भी तुम्हारी राह में
जला रही दिया
हो पिया हो पिया

मैं जानती हूँ तुम न
आओगे कभी पिया
फिर भी तुम्हारी राह में
जला रही दिया
हो पिया हो पिया.

Main Janti Hoon Lyrics in English :

Main janti hoon tum na
Aaoge kabhi piya
Phir bhi tumhari rah mein
Jala rahi diya
Ho piya ho piya

Le kar phoolo ki raat mein
Taro ki aarti
Le kar phoolo ki raat mein
Taro ki aarti
Ho devta ho devta
Main der se rashta niharti
Rashta niharti
Malum hai mujhe ke
Mil na payega jiya
Phir bhi tumhari rah mein
Jala rahi diya
Ho piya ho piya

Main manti hoon tum na
Pahnoge kabhi ye haar
Main manti hoon tum na
Pahnoge kabhi ye haar
Aachal mein sukh jayenge
Aashu ke har singar
Aashu ke har singar
Kisne hai tute haar ko
Gale laga liya
Phir bhi tumhari rah mein
Jala rahi diya
Ho piya ho piya

Pure baras mein ek din
Aane ki baat thi
Pure baras mein ek din
Aane ki baat thi
Is paar aa is paar aake
Dil mil jane ki baat thi
Aane ki baat thi
Wada kiya tumhi ne
Tumhi ne bhula diya
Phir bhi tumhari rah mein
Jala rahi diya
Ho piya ho piya

Lyrics-in-hindi.in  तुम अरबों का हेर फेर Tum Arabon Kaa Her Pher song Lyrics in Hindi

Main janti hoon tum na
Aaoge kabhi piya
Phir bhi tumhari rah mein
Jala rahi diya
Ho piya ho piya.

All Songs From the Movie Leela

Music Video of this Song

Leave a Comment