Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
Main Kaun Hoon Lyrics in Hindi. मैं कौन हूँ song from Yeh Zindagi Ka Safar 2001. This Movie Stars Ameesha Patel, Jimmy Shergill, Gulshan Grover, Nafisa Ali. Singer of Main Kaun Hoon is Jaspinder Narula. Lyrics are written by Salim Bijnori Music is given by Daboo Malik
Contents
Song Details :
Song : Main Kaun Hoon
Movie (Album) : Yeh Zindagi Ka Safar 2001
Star Cast Team : Ameesha Patel, Jimmy Shergill, Gulshan Grover, Nafisa Ali
Singer : Jaspinder Narula
Song Music Director : Daboo Malik
Lyrics Written by : Salim Bijnori
Label : Tips Music
Main Kaun Hoon Lyrics in Hindi Yeh Zindagi Ka Safar 2001
Main Kaun Hoon Lyrics in Hindi :
मैं कौन हूँ क्या हूँ
जाना मुझे हैं कहाँ
आय ज़मीन आसमान
ए हवा तू बता
कौन हूँ मैं
क्या हूँ मैं
कहाँ मुझे हैँ जाना
मैं कौन हूँ क्या हूँ
जाना मुझे हैं कहाँ
आय ज़मीन आसमान
ए हवा तू बता
कौन हूँ मैं
क्या हूँ मैं
कहाँ मुझे हैँ जाना
हवा को मैं रोक लूँ
मैं खुशबु को बाँध दूँ
सितारे तोड़ लाऊँगी
मैं चाँदनी चुराऊँगी
आय ज़िन्दगी मगर बता
मैं कौन हूँ क्या हूँ
जाना मुझे हैं कहाँ
आय ज़मीन आसमान
ए हवा तू बता
कौन हूँ मैं क्या हूँ मैं
कहाँ मुझे हैँ जाना
मैं आ गयी हूँ कहाँ
यह खो गयी हूँ कहाँ
ज़िन्दगी तू मुझे
मेरी पहचान दे
मेरा वजूद तू बता
मैं कौन हूँ क्या हूँ
जाना मुझे हैं कहाँ
आय ज़मीन आसमान
ए हवा तू बता
कौन हूँ मैं क्या हूँ मैं
कहाँ मुझे हैँ जाना
कभी किसी भी मोड़ पर
रुके मेरे कदम अगर
बढ़ाउंगी मैं होसला
चुनुंगी मैं वह रास्ता
चला न हो कोई जहाँ
यह दिन यह रात मुझमे हैं
यह कायनात मुझमे हैं
यह ज़मीन आसमान
यह जहाँ मुझ में हैं
मैं क्या कहूँ यह सच तो यह
के वह खुदा मुझे में हैं.
Main Kaun Hoon Lyrics in English :
Main kaun hun kya hun
Jaana mujhe hain kahan
Ay zameen aasman
Ay hawa tu bata
Kaun hun main
Kya hun main
Kahan mujhe hain jaana
Main kaun hun kya hun
Jaana mujhe hain kahan
Ay zameen aasman
Ay hawa tu bata
Kaun hun main
Kya hun main
Kahan mujhe hain jaana
Hawa ko main rok lun
Main khushbu ko baandh dun
Sitare tod laaongi
Main chaandni churaaongi
Ay zindagi magar bata
Main kaun hun kya hun
Jaana mujhe hain kahan
Ay zameen aasman
Ay hawa tu bata
Kaun hun main kya hun main
Kahan mujhe hain jaana
Main aa gayi hun kahan
Yeh kho gayi hun kahan
Zindagi tu mujhe
Meri pehchaan de
Mera wajud tu bata
Main kaun hun kya hun
Jaana mujhe hain kahan
Ay zameen aasman
Ay hawa tu bata
Kaun hun main kya hun main
Kahan mujhe hain jaana
Kabhi kisi bhi mod par
Ruke mere kadam agar
Badhaungi main hosla
Chunungi main woh raasta
Chala na ho koi jahan
Yeh din yeh raat mujhme hain
Yeh kaaynaat mujhme hain
Yeh zameen aasman
Yeh jahan mujh mein hain
Main kya kahun yeh sach to yeh
Ke woh khuda mujhe mein hain.