Ramnagari (1982)
Man Ke Darpan Mein Lyrics in Hindi. मन के दर्पण में song from Ramnagari 1982. This Movie Stars Amol Palekar, Suhasini, Sulbha Deshpande, Ram Nagarkar. Singer of Man Ke Darpan Mein is Anuradha Paudwal, Hariharan. Lyrics of this Movie Song is written by Naqsh Lyallpuri Music is given by Jaidev Verma
Contents
Song Details :
Song : Man Ke Darpan Mein
Movie (Album) : Ramnagari 1982
Star Cast Team : Amol Palekar, Suhasini, Sulbha Deshpande, Ram Nagarkar
Singer(s) : Anuradha Paudwal, Hariharan
Song Music Director : Jaidev Verma
Lyrics Written by : Naqsh Lyallpuri
Label : Saregama
Man Ke Darpan Mein Lyrics in Hindi Ramnagari 1982
Man Ke Darpan Mein Lyrics in Hindi :
मन के दर्पण में चेहरा खिला आपका
मन के दर्पण में चेहरा खिला आपका
इन निगाहों को अब और क्या चाहिए
आपने बढ़के मुझको सहारा दिया
आपने बढ़के मुझको सहारा दिया
मेरी बाहों को अब और क्या चाहिए
मन के दर्पण में चेहरा खिला आपका
मन के दर्पण में
मैंने माँगा था घुल्बुलसिता मिल गया
मैंने माँगा
मैंने माँगा था घुल्बुलसिता मिल गया
एक ज़र्रे को सारा जहाँ मिल गया
आपसे मिलके मुझको सभी कुछ मिला
आपसे मिलके मुझको सभी कुछ मिला
मेरी बाहों को अब और क्या चाहिए
आपने बढ़के मुझको सहारा दिया
आपने बढ़के मुझको सहारा दिया
मेरी बाहों को अब और क्या चाहिए
मन के दर्पण में चेहरा खिला आपका
मन के दर्पण में
खो गयी है ुझालो में मेरी नज़र
खो गयी है
खो गयी है ुझालो में मेरी नज़र
आ गयी प्यार की मुस्कराती सेहर
हर कदम पर बहरों की मंज़िल मिली
हर कदम पर बहरों की मंज़िल मिली
मेरी बाहों को अब और क्या चाहिए
आपने बढ़के मुझको सहारा दिया
आपने बढ़के मुझको सहारा दिया
मेरी बाहों को अब और क्या चाहिए
मन के दर्पण में चेहरा खिला आपका
मन के दर्पण में.
Man Ke Darpan Mein Lyrics in English :
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein chehra khila aapka
In nigaahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein
Maine maanga tha ghulbulsita mil gaya
Maine maanga
Maine maanga tha ghulbulsita mil gaya
Ek zarre ko saara jahaan mil gaya
Aapse milke mujhko sabhi kuchh mila
Aapse milke mujhko sabhi kuchh mila
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein
Kho gayi hai ujhalo mein meri nazar
Kho gayi hai
Kho gayi hai ujhalo mein meri nazar
Aa gayi pyaar ki muskurati seher
Har kadam par baharon ki manzil mili
Har kadam par baharon ki manzil mili
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Aapne badhke mujhko sahaara diya
Meri baahon ko ab aur kya chahiye
Man ke darpan mein chehra khila aapka
Man ke darpan mein.