मन की बात जब होठों पे Man Ki Baat Jab Hotho Pe song Lyrics in Hindi

Raadha Aur Seeta (1979)
Man Ki Baat Jab Hotho Pe Lyrics in Hindi. मन की बात जब होठों पे song from Raadha Aur Seeta 1979. This Movie Stars Arun Govil, Reeta Bhaduri, Madan Puri, Leela, Rajendra Nath, Abha Dhulia. Singer of Man Ki Baat Jab Hotho Pe is Hemlata (Lata Bhatt). Lyrics of this Movie Song is written by Ravindra Jain Music is given by Ravindra Jain

Song Details :

Song : Man Ki Baat Jab Hotho Pe
Movie (Album) : Raadha Aur Seeta 1979
Star Cast Team : Arun Govil, Reeta Bhaduri, Madan Puri, Leela, Rajendra Nath, Abha Dhulia
Singer(s) : Hemlata (Lata Bhatt)
Song Music Director : Ravindra Jain
Lyrics Written by : Ravindra Jain
Label : Saregama

Man Ki Baat Jab Hotho Pe Lyrics in Hindi Raadha Aur Seeta 1979

Man Ki Baat Jab Hotho Pe Lyrics in Hindi :

मन की बात जब होठों पे आने को हो
और जी कोई गीत गाने को हो
क्या हो मन ऐसे में जो कह दे
अभी नहीं अभी नहीं फिर कभी
मन की बात जब होठों पे आने को हो

Lyrics-in-hindi.in  व्हिस्की व्हिस्की Whisky Whisky song Lyrics in Hindi

ऐसा सयम भी साथ जो
सपनो के भी पॉ रोक दे
आये कोई पथिक दो नैनो के
द्वारे ही टोक दे
लाल सा जो कुछ
लाल सा जो कुछ खोने पाने को हो
तिनके चुन चुन के घर बनाने को हो
क्या हो मन ऐसे में जो कह दे
अभी नहीं अभी नहीं फिर कभी
मन की बात जब होठों पे आने को हो

बंधनों से परे
अनदेखे बंधन प्रेम प्रीत के
जिनपे बांधके हृदय
कभी परशान करेगा हर जीत के
जब कोई ख़ुशी
जब कोई ख़ुशी पास आने को हो
कोई अपना सब कुछ लुटाने को हो
क्या हो मन ऐसे में जो कह दे
अभी नहीं अभी नहीं फिर कभी
मन की बात जब होठों पे आने को हो.

Man Ki Baat Jab Hotho Pe Lyrics in English :

Man ki bat jab hotho pe aane ko ho
Aur ji koi geet gane ko ho
Kya ho man aise me jo kah de
Abhi nahi abhi nahi fir kabhi
Man ki bat jab hotho pe aane ko ho

Aisa sayam bhi sath jo
Sapno ke bhi paw rok de
Aaye koi pathik do naino ke
Dware hi tok de
Lal sa jo kuch
Lal sa jo kuch khone pane ko ho
Tinke chun chun ke ghar banane ko ho
Kya ho man aise me jo kah de
Abhi nahi abhi nahi fir kabhi
Man ki bat jab hotho pe aane ko ho

Lyrics-in-hindi.in  छुप गए सारे नज़ारे Chup Gaye Sare Nazare song Lyrics in Hindi

Bandhano se pare
Andekhe bandhan prem preet ke
Jinpe bandhke haridya
Kabhi parshan karega har jeet ke
Jab koi khushi
Jab koi khushi paas aane ko ho
Koi apna sab kuch lutane ko ho
Kya ho man aise me jo kah de
Abhi nahi abhi nahi fir kabhi
Man ki bat jab hotho pe aane ko ho.

All Songs From the Movie Raadha Aur Seeta 1979

Music Video of this Song

Leave a Comment