नशीली रात में जब Nashili Raat Mein Jab song Lyrics in Hindi

Zulf Ke Saye Saye
Nashili Raat Mein Jab Lyrics in Hindi. नशीली रात में जब song from Zulf Ke Saye Saye. This Movie Stars Roohi Berde, Rakesh Pandey. Singer of Nashili Raat Mein Jab is Jagjit Singh. Lyrics are written by Asrar M. Suri Music is given by Mohinderjit Singh

Song Details :

Song : Nashili Raat Mein Jab
Movie (Album) : Zulf Ke Saye Saye
Star Cast Team : Roohi Berde, Rakesh Pandey
Singer(s) : Jagjit Singh
Song Music Director : Mohinderjit Singh
Lyrics Written by : Asrar M. Suri

Nashili Raat Mein Jab Lyrics in Hindi Zulf Ke Saye Saye

Nashili Raat Mein Jab Lyrics in Hindi :

नशीली रात में जब तुमने
जुल्फों को सवारा है
नशीली रात में जब तुमने
जुल्फों को सवारा है
हमारे जज्बए दिल को
उमंगो ने उभारा है
नशीली रात

गुलो को मिल गयी रंगत
तुम्हारे सुर्ख गालों से
सितारों ने चमक पायी
तबस्सुम के ुझालो से
तुम्हारी मुस्कराहट ने
बहरो को निखारा है
हमारे जज्बए दिल को
उमंगो ने उभारा है
नशीली रात

लबे रंगो को अरे तौबा
गुलाबी कर दिया मौसम
तुम्हारी सौख नजरो ने
शराबी कर दिया मौसम
नशे में चूर है आलम
नशीला हर नजारा है
हमारे जज्बए दिल को
उमंगो ने उभारा है
नशीली रात.

Lyrics-in-hindi.in  इस मनको इक ठेस लगी Is Manko Ik Thes Lagi song Lyrics in Hindi

Nashili Raat Mein Jab Lyrics in English :

Nashili raat mein jab tumne
Julfo ko sawara hai
Nashili raat mein jab tumne
Julfo ko sawara hai
Hamare jajbaye dil ko
Umango ne ubhara hai
Nashili raat

Gulo ko mil gayi rangat
Tumhare surkh galo se
Sitaro ne chamak payi
Tabssum ke ujhalo se
Tumhari muskurahat ne
Baharo ko nikhara hai
Hamare jajbaye dil ko
Umango ne ubhara hai
Nashili raat

Labe rango ko are toba
Gulabi kar diya mausam
Tumhari saukh najro ne
Sharabi kar diya mausam
Nashe mein chur hai alam
Nashila har najara hai
Hamare jajbaye dil ko
Umango ne ubhara hai
Nashili raat.

All Songs From the Movie Zulf Ke Saye Saye

Leave a Comment