Boond Jo Ban Gayee Moti (1967)
Pyar Se Kab Inkar Kiya Lyrics in Hindi. प्यार से कब इंकार किया song from Boond Jo Ban Gayee Moti 1967. This Movie Stars Mumtaz, Jeetendra, Akashdeep, Surendra, Vaishali, Lalita Pawar, Paresh Kumar, Nana Palsikar, Balam. Singer of Pyar Se Kab Inkar Kiya is Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur. Lyrics of this Movie Song is written by Bharat Vyas Music is given by Satish Bhatia
Contents
Song Details :
Song : Pyar Se Kab Inkar Kiya
Movie (Album) : Boond Jo Ban Gayee Moti 1967
Star Cast Team : Mumtaz, Jeetendra, Akashdeep, Surendra, Vaishali, Lalita Pawar, Paresh Kumar, Nana Palsikar, Balam
Singer(s) : Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
Song Music Director : Satish Bhatia
Lyrics Written by : Bharat Vyas
Label : Saregama
Pyar Se Kab Inkar Kiya Lyrics in Hindi Boond Jo Ban Gayee Moti 1967
Pyar Se Kab Inkar Kiya Lyrics in Hindi :
हां मैंने भी प्यार किया
भीगी भीगी रेट मीठी मीठी बाते
और मैंने दिल को निसार किया
हां मैंने भी प्यार किया
है मैंने भी प्यार किया
भीगी भीगी रेट मीठी मीठी बाते
और मैंने दिल को निसार किया
हां मैंने भी प्यार किया
प्यार किया है कलियो के महकते अंगो से
प्यार किया मैंने गुल के गुलाबी गालों से
प्यार किया नरगिस की नशीली आँखों से
प्यार किया बदली की रंगीली जुल्फों से
खुली चांदनी में मैंने
खुली चांदनी में मैंने भी अभिसार किया
हां मैंने भी प्यार किया
हां मैंने भी प्यार किया
प्यार से कब इंकार किया
प्यार से कब इंकार किया
भीगी भीगी रेट मीठी मीठी बाते
और मैंने दिल को निसार किया
हां मैंने भी प्यार किया
थाम लिया सीने पे उछलती लहरों को
झूम उठा बाहों में पकड़ तुफानो को
चूम लिया बिजली के मचलते होठों को
लूट लिया मैंने मस्त उभरती बहरो को
रात की दूल्हा का
रात की दूल्हा का मैंने सिन्दुर किया
हां मैंने भी प्यार किया
हां मैंने भी प्यार किया
प्यार से कब इंकार किया
प्यार से कब इंकार किया
भीगी भीगी रेट मीठी मीठी बाते
और मैंने दिल को निसार किया
हां मैंने भी प्यार किया
प्यार से कब इंकार किया.
Pyar Se Kab Inkar Kiya Lyrics in English :
Haa maine bhi pyar kiya, pyar se kab inkar kiya
Bhigi bhigi rate mithi mithi bate
Aur maine dil ko nisar kiya
Haa maine bhi pyar kiya
Ha maine bhi pyar kiya, pyar se kab inkar kiya
Bhigi bhigi rate mithi mithi bate
Aur maine dil ko nisar kiya
Haa maine bhi pyar kiya
Pyar kiya hai kaliyo ke mahkate ango se
Pyar kiya maine gul ke gulabi galo se
Pyar kiya nargis ki nashili aankho se
Pyar kiya badli ki rangili julfo se
Khuli chadni me maine
Khuli chadni me maine bhi abhisar kiya
Haa maine bhi pyar kiya
Haa maine bhi pyar kiya
Pyar se kab inkar kiya
Pyar se kab inkar kiya
Bhigi bhigi rate mithi mithi bate
Aur maine dil ko nisar kiya
Haa maine bhi pyar kiya
Tham liya sine pe uchalti laharo ko
Jhum utha baho me pakad tufano ko
Chum liya bijali ke machalte hotho ko
Lut liya maine mast ubharti baharo ko
Raat ki dulha ka
Raat ki dulha ka maine sindur kiya
Haa maine bhi pyar kiya
Haa maine bhi pyar kiya
Pyar se kab inkar kiya
Pyar se kab inkar kiya
Bhigi bhigi rate mithi mithi bate
Aur maine dil ko nisar kiya
Haa maine bhi pyar kiya
Pyar se kab inkar kiya.