Nazrana
Pyaasi Hi Reh Gayi Piya Lyrics in Hindi. प्यासी ही रह गयी पिया song from Nazrana. This Movie Stars Kanu Roy, Kamini Kaushal, Shyama, Geeta Bali, Nisar Ahmad Ansari. Singer of Pyaasi Hi Reh Gayi Piya is Lata Mangeshkar. Lyrics Of this Movie is written by Gopal Singh Nepali Music is given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Contents
Song Details :
Song : Pyaasi Hi Reh Gayi Piya
Movie (Album) : Nazrana
Star Cast Team : Kanu Roy, Kamini Kaushal, Shyama, Geeta Bali, Nisar Ahmad Ansari
Singer(s) : Lata Mangeshkar
Song Music Director : Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lyrics Written by : Gopal Singh Nepali
Pyaasi Hi Reh Gayi Piya Lyrics in Hindi Nazrana
Pyaasi Hi Reh Gayi Piya Lyrics in Hindi :
प्यासी ही रह गयी पिया
मिलान को अंखिया राम जी
क्या सोच के बनायी
तुम ने दुनिया राम जी
बनायी दुनिया राम जी
प्यासी ही रह गयी पिया
मिलान को अंखिया राम जी
क्या सोच के बनायी
तुम ने दुनिया राम जी
बनायी दुनिया राम जी
तुम छुप्पे छुप्पे क्या लिख
देते हो सब के भाग में
तुम छुप्पे छुप्पे क्या लिख
देते हो सब के भाग में
पैदा करते हो तुम जिस को
जलता है आग में
पैदा करते हो तुम जिस को
जलता है आग में
मन ही में रह जाती हैं
मन की बतियाँ राम जी
क्या सोच के बनायी
तुम ने दुनिया राम जी
बनायी दुनिया राम जी
जाने क्या सुख देता
तुम को बातो का टूटना
जाने क्या सुख देता
तुम को बातो का टूटना
जाने कब छोड़ोगे अपने
प्यारों को लूटना
जाने कब छोड़ोगे अपने
प्यारों को लूटना
इस आग में कभी तो
डालो दुनिया राम जी
क्या सोच के बनायी
तुम ने दुनिया राम जी
बनायी दुनिया राम जी.
Pyaasi Hi Reh Gayi Piya Lyrics in English :
Pyaasi hi reh gayi piya
Milan ko ankhiyaa raam ji
Kya soch ke banaayi
Tum ne duniya raam ji
Banaayi duniya raam ji
Pyaasi hi reh gayi piya
Milan ko ankhiyaa raam ji
Kya soch ke banaayi
Tum ne duniya raam ji
Banaayi duniya raam ji
Tum chhuppe chhuppe kya likh
Dete ho sab ke bhaag mein
Tum chhuppe chhuppe kya likh
Dete ho sab ke bhaag mein
Paida karte ho tum jis ko
Jaltaa hai aag mein
Paida karte ho tum jis ko
Jaltaa hai aag mein
Man hi mein reh jaati hain
Man ki batiyaan raam ji
Kya soch ke banaayi
Tum ne duniya raam ji
Banaayi duniya raam ji
Jaane kya sukh detaa
Tum ko baato ka tutnaa
Jaane kya sukh detaa
Tum ko baato ka tutnaa
Jaane kab chhodoge apne
Pyaaro ko lutnaa
Jaane kab chhodoge apne
Pyaaro ko lutnaa
Iss aag mein kabhi to
Daalo duniya raam ji
Kya soch ke banaayi
Tum ne duniya raam ji
Banaayi duniya raam ji.