Fareb
Raat Gun Gunati Hai Lyrics in Hindi. रात गन गुनती है song from Fareb. This Movie Stars Kishore Kumar, Shakuntala Paranjpye, Amar, Lalita Pawar. Singer of Raat Gun Gunati Hai is Lata Mangeshkar. Lyrics are written by Majrooh Sultanpuri Music is given by Anil Krishna Biswas
Contents
Song Details :
Song : Raat Gun Gunati Hai
Movie (Album) : Fareb
Star Cast Team : Kishore Kumar, Shakuntala Paranjpye, Amar, Lalita Pawar
Singer : Lata Mangeshkar
Song Music Director : Anil Krishna Biswas
Lyrics Written by : Majrooh Sultanpuri
Label : Saregama
Raat Gun Gunati Hai Lyrics in Hindi Fareb
Raat Gun Gunati Hai Lyrics in Hindi :
रात गुनगुनाती है
लोरिया सुनाती है
रात गुनगुनाती है
नींद क्यों नहीं आती
क्यों नहीं आती
रात गुनगुनाती है
जिंदगी ने छोड़ा है
जाने कैसे मंजिल पे
जिंदगी ने छोड़ा है
मिटटी है उभरती है
बेक़रारिया दिल में
मिटटी है उभरती है
बेक़रारिया दिल में
ख्वाब क्यों हुए घायल
ए मेरे परेशा दिल
ख्वाब क्यों हुए घायल
नींद क्यों नहीं आती क्यों नहीं आती
रात गुनगुनाती है
रात और तन्हाई खोये
अपने बेगाने
रात और तन्हाई
कौन है यहाँ ए दिल
दुःख तेरा जो पहचाने
कौन है
कौन है यहाँ ए दिल
दुःख तेरा जो पहचाने
तुम तो दर्द के मारे
सो भी जा सो भी जा
सो भी जा मेरे प्यारे
रंज दर्द के मारे
नींद क्यों नहीं आती क्यों नहीं आती
रात गुनगुनाती है.
Raat Gun Gunati Hai Lyrics in English :
Raat gungunati hai
Loriya sunati hai
Raat gungunati hai
Nind kyu nahi aati
Kyu nahi aati
Raat gungunati hai
Jindagi ne chhoda hai
Jane kaise manjil pe
Jindagi ne chhoda hai
Mitti hai ubharti hai
Bekarariya dil mein
Mitti hai ubharti hai
Bekarariya dil mein
Khwab kyu hue ghayal
Aye mere paresha dil
Khwab kyu hue ghayal
Nind kyu nahi aati kyu nahi aati
Raat gungunati hai
Raat aur tanhayi khoye
Apne begane
Raat aur tanhai
Kaun hai yaha aye dil
Dukh tera jo pahchane
Kaun hai
Kaun hai yaha aye dil
Dukh tera jo pahchane
Tum to dard ke mare
So bhi ja so bhi ja
So bhi ja mere pyare
Ranj dard ke mare
Nind kyu nahi aati kyu nahi aati
Raat gungunati hai.