Ratan
Room Jhoom Barase Lyrics in Hindi. रूम झूम बरसे song from Ratan. This Movie Stars Swaran Lata, Karan Dewan, Amir Banu. Singer of Room Jhoom Barase is Amirbai Karnataki. Lyrics of this Movie Song is written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) Music is given by Naushad Ali
Contents
Song Details :
Song : Room Jhoom Barase
Movie (Album) : Ratan
Star Cast Team : Swaran Lata, Karan Dewan, Amir Banu
Singer(s) : Amirbai Karnataki
Song Music Director : Naushad Ali
Lyrics Written by : Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Label : Saregama
Room Jhoom Barase Lyrics in Hindi Ratan
Room Jhoom Barase Lyrics in Hindi :
रूम झूम बरसे बादरवा
मस्त हवाएँ आई
पिया घर आजा आजा
पिया घर आजा
हो रूम झूम
बरसे बादरवा
मस्त हवाएँ आई
पिया घर आजा आजा
पिया घर आजा
काले काले बादल
घिर घिर आ गए आ गए
ऐसे में तुम जाके
जुलमवा ढाए गए
सावन कैसे बीते रे
मैं कहाँ तुम कहाँ
हो मोरे राजा ाजा
हो मोरे राजा
हो रूम झूम बरसे
बादरवा
पिया घर आजा आजा
पिया घर आजा
मुझ बिरहँ के हाल पे
बादल रट है
बालम हमारे आँख
मूंद कर सोते है
हमको नींद न आये रे
याद सताए टोरी
मुख दिखलाजा ाजा
मुख दिखलाजा
हो रूम झूम बरसे
बादरवा
पिया घर आजा आजा
पिया घर आजा
का करुण ऐसो से
उल्फ़त हो गयी
उनके मस्त अलस्त
नैं में खो गयी
प्यासे दोनों नैननवा
प्यासा जोबन मोरा
मेरी कसम आजा आजा
मोरि कसम ाजा
हो रूम झूम बरसे
बादरवा
पिया घर आजा आजा
पिया घर आजा.
Room Jhoom Barase Lyrics in English :
Room jhoom barase baadaravaa,
Mast havaae aai
Piyaa ghar aajaa aajaa,
Piyaa ghar aajaa
Ho room jhoom
Barase baadaravaa,
Mast havaae aai
Piyaa ghar aajaa aajaa,
Piyaa ghar aajaa
Kaale kaale baadal
Ghir ghir aa gaye aa gaye
Aise mein tum jaake
Julamvaa dhaa gaye, dhaa gaye
Saavan kaise beete re
Main kahaan tum kahaan,
Ho more raajaa aajaa
Ho more raajaa
Ho room jhoom barase
Baadaravaa, mast havaae aai
Piyaa ghar aajaa aajaa,
Piyaa ghar aajaa
Mujh birahan ke haal pe
Baadal rote hai, rote hai
Baalam hamare aankh
Mund kar sote hai, sote hai
Hamako neend na aaye re
Yaad sataaye tori,
Mukh dikhalaajaa aajaa
Mukh dikhalaajaa
Ho room jhoom barase
Baadaravaa, mast havaae aai
Piyaa ghar aajaa aajaa,
Piyaa ghar aajaa
Kaa karun aiso se
Ulfat ho gayi, ho gayi
Unake mast alast
Nain mein kho gayi, kho gayi
Pyaase dono nainanavaa
Pyaasaa joban moraa,
Mori kasam aajaa aajaa
Mori kasam aajaa
Ho room jhoom barase
Baadaravaa, mast havaae aai
Piyaa ghar aajaa aajaa,
Piyaa ghar aajaa.