Naseeb (1997)
Seene Pe Lyrics in Hindi. सीने पे song from Naseeb 1997. This Movie Stars Govinda, Mamta Kulkarni, Kader Khan, Shakti Kapoor. Singer of Seene Pe is Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan. Lyrics Of this Movie is written by Sameer Music is given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Contents
Song Details :
Song : Seene Pe
Movie (Album) : Naseeb 1997
Star Cast Team : Govinda, Mamta Kulkarni, Kader Khan, Shakti Kapoor
Singer(s) : Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Song Music Director : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Lyrics Written by : Sameer
Label : Zee Music
Seene Pe Lyrics in Hindi Naseeb 1997
Seene Pe Lyrics in Hindi :
सीने पे रख के सार को
कहीं खो गए थे हम
सीने पे रख के सार को
कहीं खो गए थे हम
थे इतने करीब के
एक हो गए थे हम
सीने पे रखके सर को
कहीं खो गए थे हम
थे इतने करीब के
एक हो गए थे हम
मुद्दत की प्यास थी
तेरे होंठो का रस पिया
तेरे हसीं जिस्म को
नज़रों से छू लिया
जादू बिखेरते थी
समंदर की तार हवा
सिंदूर बन गया था
हर एक जर्रा रेट का
आँखें खुली खुली थी
मगर सो गए थे हम
थे इतने करीब के
एक हो गए थे हम
सीने पे रखके सर को
कहीं खो गए थे हम
थे इतने करीब के
एक हो गए थे हम
कोई न फासला रहा
साँसों के दरमियान
हर बात हो रही थी
खामोश थी जुबान
अरमान सिमट रहे
थे बहारों की सेज पर
एहसास की गर्मी थी
दोनों थे बेखबर
दोनों जहां को पल भर
भला तोह गए थे हम
थे इतने करीब के
एक हो गए थे हम
सीने पे रख के सार को
कहीं खो गए थे हम
थे इतने करीब के
एक हो गए थे हम
सीने पे रख के सार को
कहीं खो गए थे हम
थे इतने करीब के
एक हो गए थे हम
खो गए थे हम
खो गए थे हम
खो गए थे हम
सो गए थे हम.
Seene Pe Lyrics in English :
Seene pe rakh ke sar ko,
Kahin kho gaye the hum
Seene pe rakh ke sar ko,
Kahin kho gaye the hum
The itane kareeb ke,
Ek ho gaye the hum
Seene pe rakhke sar ko,
Kahin kho gaye the hum
The itne kareeb ke,
Ek ho gaye the hum
Muddat ki pyaas thi
Tere honto ka ras piya
Tere hasin jism ko
Nazaro se chhu liya
Jaadu bikherate thi
Samandar ki tar hawa
Sindur ban gaya tha
Har ek jarra ret ka
Aankhein khuli khuli thi
Magar so gaye the hum
The itane kareeb ke,
Ek ho gaye the hum
Seene pe rakhke sar ko,
Kahin kho gaye the hum
The itane kareeb ke,
Ek ho gaye the hum
Koyi na faasla raha
Saanson ke darmiyaan
Har baat ho rahi thi,
Khaamosh thi jubaan
Armaan simat rahe
The bahaaron ki sej par
Ehsaas ki garmi thi,
Dono the bekhabar
Dono jahaan ko pal bhar
Bhala toh gaye the hum
The itane kareeb ke,
Ek ho gaye the hum
Seene pe rakh ke sar ko,
Kahin kho gaye the hum
The itane kareeb ke,
Ek ho gaye the hum
Seene pe rakh ke sar ko,
Kahin kho gaye the hum
The itane kareeb ke,
Ek ho gaye the hum
Kho gaye the hum,
Kho gaye the hum,
Kho gaye the hum
So gaye the hum.