शादी करने से Shaadi Karne Se song Lyrics in Hindi

Chakravyuha
Shaadi Karne Se Lyrics in Hindi. शादी करने से song from Chakravyuha. This Movie Stars Rajesh Khanna, Neetu Singh, Vinod Mehra. Singer of Shaadi Karne Se is Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are written by Anand Bakshi Music is given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Song Details :

Song : Shaadi Karne Se
Movie (Album) : Chakravyuha
Star Cast Team : Rajesh Khanna, Neetu Singh, Vinod Mehra
Singer(s) : Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Music Director : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyrics Written by : Anand Bakshi
Label : Saregama

Shaadi Karne Se Lyrics in Hindi Chakravyuha

Shaadi Karne Se Lyrics in Hindi :

शादी करने से
प्यार कम हो जाता है

अरे शादी करने से
प्यार कम हो जाता है
कम हो जाता है
शादी करने से
प्यार कम हो जाता है

शादी करने के बाद ही
प्यार का मज़ा आता है
हे शादी करने से
प्यार कम हो जाता है
शादी करने के बाद ही
प्यार का मज़ा आता है
कम नहीं होता
प्यार और बढ़ जाता है
अरे शादी करने से
प्यार कम हो जाता है

वो बातें नहीं होती
वो रातें नहीं होती
छुप छुपके चोरी से
मुलाकातें नहीं होती
वो बातें नहीं होती
वो रातें नहीं होती
छुप छुपके चोरी से
मुलाकातें नहीं होती
मैं तुम्हारी बातों में
ना ाऊँगी
हो ओ ओ देखो रूठके
घर वापस चली जाऊँगी
ऐसी बातों से मेरा दिल
घबराता है
अरे शादी करने से
प्यार कम हो जाता है
कम नहीं होता
प्यार और बढ़ जाता है

Lyrics-in-hindi.in  सावन झूला झोऊल के निकला Saawan Jhoola Jhoool Ke Nikla song Lyrics in Hindi

न कंगन न अँगूठी
ये प्रीत तुम्हारी झूठी
ऐसी लागि किसने देखि
कब लागि कब टूटी
ना कंगन ना अँगूठी
ये प्रीत तुम्हारी झूठी
ऐसी लागि किसने देखि
कब लागि कब टूटी
लो बाहों के हार तुझे
पहनाता हूँ
हो ओ ओ ओ
तेरी जुल्फों में
ये फूल लगाता हूँ
बाद में पीछे
कौन फिर
ये नाज़ उठाता है
शादी करने से
प्यार कम हो जाता है
कम नहीं होता
प्यार और बढ़ जाता है

हम दोनों जीवनसाथी
मैं दीपक और तू बाटी
जल्दी क्या है जब चाहें
आ जायेंगे बाराती
हम दोनों जीवनसाथी
मैं दीपक और तू बाटी
जल्दी क्या है जब चाहें
आ जायेंगे बाराती
तेरे नैनों के झूले में
झूल गयी
कुछ भी याद नहीं
मैं सब कुछ भूल गयी
तेरा मेरा जनम जनम
का नाता है

अरे शादी करने से
प्यार कम हो जाता है
शादी करने के बाद ही
प्यार का मज़ा आता है
हे शादी करने से
प्यार कम हो जाता है
कम नहीं होता
प्यार और बढ़ जाता है

वो बातें नहीं होती
वो रातें नहीं होती
चुप चुपके चोरी से
मुलाकातें नहीं होती
वो बातें नहीं होती
वो रातें नहीं होती
छुप छुपके चोरी से
मुलाकातें नहीं होती
मैं तुम्हारी बातों में
ना ाऊँगी
हो ओ ओ देखो रूठके
घर वापस चली जाऊँगी
ऐसी बातों से मेरा दिल
घबराता है
अरे शादी करने से
प्यार कम हो जाता है
कम हो जाता है
शादी करने से
प्यार कम हो जाता है

Lyrics-in-hindi.in  भूल सकूंगी कैसे Bhool Sakoongi Kaise song Lyrics in Hindi

शादी करने के बाद ही
प्यार का मज़ा आता है
हे शादी करने से
प्यार कम हो जाता है
शादी करने के बाद ही
प्यार का मज़ा आता है
कम नहीं होता
प्यार और बढ़ जाता है
अरे शादी करने से
प्यार कम हो जाता है.

Shaadi Karne Se Lyrics in English :

Shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai

Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Kam ho jaata hai
Shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai

Shaadi karne ke baad hi
Pyaar ka mazaa aataa hai
Hey shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Shaadi karne ke baad hi
Pyaar ka mazaa aataa hai
Kam nahin hotaa
Pyaar aur badh jaata hai
Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai

Wo baatein nahin hoti
Wo raatein nahin hoti
Chhup chhupke chori se
Mulaakaatein nahin hoti
Wo baatein nahin hoti
Wo raatein nahin hoti
Chhup chhupke chori se
Mulaakaatein nahin hoti
Main tumhaari baaton mein
Naa aaoongi
Ho o o dekho roothke
Ghar waapas chali jaaoongi
Aisi baaton se mera dil
Ghabraataa hai
Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Kam nahin hotaa
Pyaar aur badh jaata hai

Na kangan na angoothi
Ye preet tumhaari jhoothi
Aisi laagi kisney dekhi
Kab laagi kab tooti
Naa kangan naa angoothi
Ye preet tumhaari jhoothi
Aisi laagi kisney dekhi
Kab laagi kab tooti
Lo baahon ke haar tujhe
Pehnaata hoon
Ho o o o
Teri zulfon mein
Ye phool lagaata hoon
Baad mein peechhe
Kaun phir
Ye naaz uthaata hai
Shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Kam nahin hotaa
Pyaar aur badh jaata hai

Lyrics-in-hindi.in  शन्नो Shanno song Lyrics in Hindi

Ham dono jeevansaathi
Main deepak aur tu baati
Jaldi kyaa hai jab chaahein
Aa jaayenge baaraati
Ham dono jeevansaathi
Main deepak aur tu baati
Jaldi kya hai jab chaahein
Aa jaayenge baaraati
Tere nainon ke jhoole mein
Jhool gayee, ho o o o
Kuchh bhi yaad nahin
Main sab kuchh bhool gayee
Tera mera janam janam
Ka nata hai

Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Shaadi karne ke baad hi
Pyaar ka mazaa aataa hai
Hey shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Kam nahin hotaa
Pyaar aur badh jaata hai

Wo baatein nahin hoti
Wo raatein nahin hoti
Chup chupke chori se
Mulaakaatein nahin hoti
Wo baatein nahin hoti
Wo raatein nahin hoti
Chhup chhupke chori se
Mulaakaatein nahin hoti
Main tumhaari baaton mein
Naa aaoongi
Ho o o dekho roothke
Ghar waapas chali jaaoongi
Aisi baaton se mera dil
Ghabrata hai
Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Kam ho jaataa hai
Shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai

Shaadi karne ke baad hi
Pyaar ka mazaa aataa hai
Hey shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai
Shaadi karne ke baad hi
Pyaar ka mazaa aataa hai
Kam nahin hotaa
Pyaar aur badh jaata hai
Are shaadi karne se
Pyaar kam ho jaataa hai.

All Songs From the Movie Chakravyuha

Music Video of this Song

Leave a Comment