Love Marriage
She Ne Khela Lyrics in Hindi. शी ने खेला song from Love Marriage. This Movie Stars Dev Anand, Mala Sinha, Abhi Bhattacharya. Singer of She Ne Khela is Mohammed Rafi. Lyrics of this Movie Song is written by Hasrat Jaipuri Music is given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Contents
Song Details :
Song : She Ne Khela
Movie (Album) : Love Marriage
Star Cast Team : Dev Anand, Mala Sinha, Abhi Bhattacharya
Singer(s) : Mohammed Rafi
Song Music Director : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyrics Written by : Hasrat Jaipuri
Label : Saregama
She Ne Khela Lyrics in Hindi Love Marriage
She Ne Khela Lyrics in Hindi :
शी ने खेला हे से
आज क्रिकेट मैच
शी ने खेला हे से
आज क्रिकेट मैच
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
शी ने खेला हे से
आज क्रिकेट मैच
शी ने खेला हे से
आज क्रिकेट मैच
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
आये जो हम फील्ड
में तड़ तड़ बाजी ताली
अरे मुखड़े पर हसीनों
के आ गयी फिर से लाली
सन सन करती बॉल से
खुद को तो बचाःय
पर दिल बटुए में ले
गयी एक चम्पे की डाली
पर दिल बटुए में ले
गयी एक चम्पे की डाली
दिल के वेर्सुस दिल का
हार गए हम मैच
दिल के वेर्सुस दिल का
हार गए हम मैच
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
शी ने खेला हे से
आज क्रिकेट मैच
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
हमने जब घुमाया
प्यार का ये बल्ला
अरे लैलाओं के टेंट में
मच गया फिर तो हल्ला
जो भी गेंद आई तो
चौका ही फटकारा
पर होश हमारे ले
गया एक साड़ी का पल्ला
पर होश हमारे ले
गया एक साड़ी का पल्ला
उन ज़ुल्फ़ों के तार ने
डाले सौ सौ पेंच
उन ज़ुल्फ़ों के तार ने
डाले सौ सौ पेंच
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
शी ने खेला हे से
आज क्रिकेट मैच
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
उसने फेंका लेग ब्रेक
तो हमने मारा छक्का
आउट करता कौन हमें
हम खिलाड़ी पक्का
अरमानो की क्रीज़ से
बढ़ गए हम आगे
और उनकी चाल देख कर
रह गए हक्का बक्का
और उनकी चाल देख कर
रह गए हक्का बक्का
क्रिकेट में तो जीत गए
पर हारे प्यार का मैच
क्रिकेट में तो जीत गए
पर हारे प्यार का मैच
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
शी ने खेला हे से
आज क्रिकेट मैच
शी ने खेला हे से
आज क्रिकेट मैच
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू
एक नज़र में दिल
बेचारा हो गया एलबीडबल्यू.
She Ne Khela Lyrics in English :
She ne khela he se
Aaj cricket match
She ne khela he se
Aaj cricket match
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
She ne khela he se
Aaj cricket match
She ne khela he se
Aaj cricket match
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
Aaye jo ham field
Mein tad tad baaji taali
Arre mukhde par haseenon
Ke aa gayi phir se laali
San san karti ball se
Khud ko to bachaahy
Par dil batuye mein le
Gayi ek champe ki daali
Par dil batuye mein le
Gayi ek champe ki daali
Dil ke versus dil ka
Haar gaye ham match
Dil ke versus dil ka
Haar gaye ham match
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
She ne khela he se
Aaj cricket match
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
Hamne jab ghumaaya
Pyaar ka ye balla
Arre lailaaon ke tent me
Mach gaya phir to halla
Jo bhi gend aayi to
Chauka hi fatkaaraa
Par hosh hamaara le
Gaya ek sadi ka palla
Par hosh hamaara le
Gaya ek sadi ka palla
Un zulfon ke taar ne
Daale sau sau pench
Un zulfon ke taar ne
Daale sau sau pench
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
She ne khela he se
Aaj cricket match
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
Usne phenka leg break
To hamne maara chhakka
Out karta kaun hamen
Ham khilaadi pakka
Armaano ki crease se
Badh gaye ham aage
Aur unki chaal dekh kar
Rah gaye hakka bakkaa
Aur unki chaal dekh kar
Rah gaye hakka bakkaa
Cricket mein to jeet gaye
Par haare pyaar ka match
Cricket mein to jeet gaye
Par haare pyaar ka match
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
She ne khela he se
Aaj cricket match
She ne khela he se
Aaj cricket match
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw
Ek nazar mein dil
Bechaara ho gaya lbw.