Ek Thi Daayan (2013)
Sapna Re Sapna Hai Lyrics in Hindi. सपना रे सपना है song from Ek Thi Daayan 2013. This Movie Stars Emraan Hashmi, Konkona Sen Sharma, Huma Qureshi, Kalki Koechlin. Singer of Sapna Re Sapna Hai is Padmanabh Gaikwad. Lyrics are written by Gulzar (Sampooran Singh Kalra) Music is given by Vishal Bhardwaj
Contents
Song Details :
Song : Sapna Re Sapna Hai
Movie (Album) : Ek Thi Daayan 2013
Star Cast Team : Emraan Hashmi, Konkona Sen Sharma, Huma Qureshi, Kalki Koechlin
Singer(s) : Padmanabh Gaikwad
Song Music Director : Vishal Bhardwaj
Lyrics Written by : Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Label : Sony Music
Sapna Re Sapna Hai Lyrics in Hindi Ek Thi Daayan 2013
Sapna Re Sapna Hai Lyrics in Hindi :
सपना रे सपना
है कोई अपना
अंखियों में ा भर जा..
अँखियूं की डिबिया
भर दे रे निदिया
जादू से जादू कर जा..
सपना रे सपना..
है कोई अपना
अंखियों में ा भर जा..
अँखियूं की डिबिया..
भर दे रे निन्दिया..
जादू से जादू कर जा न..
भूरे-भूरे बादलों के भालु
लोरियां सुनायें ला ला रा रू
भूरे-भूरे बादलों के भालु
लोरियां सुनायें ला ला रा रू
तारूं के खांचों से रात भर खेलेंगे
सपनो में चंदा और तू..
सपना रे सपना..
है कोई अपना
अंखियों में ा भर जा..
पीले-पीले केसरी हैं गाँव
गीली-गीली चाँदनी की चाओं..
पीले-पीले केसरी हैं गाँव
गीली-गीली चाँदनी की चाओं..
बगुलों के जैसे रे
डूबे हुए हैं रे..
पानी में सपनों के पाऊँ
सपना रे सपना..
है कोई अपना
अंखियों में ा भर जा..
अँखियूं की डिबिया..
भर दे रे निन्दिया..
जादू से जादू कर जा न..
सपना रे सपना..
अँखियूं की डिबिया..
Sapna Re Sapna Hai Lyrics in English :
Sapna re sapna
Hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa..
Ankhiyoon ki dibiya
Bhar de re nidiya
Jadu se jadu kar jaa..
Sapna re sapna..
Hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa..
Ankhiyoon ki dibiyaa..
Bhar de re nindiyaa..
Jadu se jadu kar jaa na..
Bhoore-bhoore baadalon ke bhalu
Loriyaan sunaayein laa laa raa roo
Bhoore-bhoore baadalon ke bhalu
Loriyaan sunaayein laa laa raa roo
Taaroon ke kanchon se raat bhar khelenge
Sapno mein chanda aur tu..
Sapna re sapna..
Hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa..
Peele-peele kesri hain gaaon
Geeli-geeli chandani ki chaaon..
Peele-peele kesri hain gaaon
Geeli-geeli chandani ki chaaon..
Bagulo ke jaise re
Doobe hue hain re..
Pani mein sapnon ke paaon
Sapna re sapna..
Hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa..
Ankhiyoon ki dibiyaa..
Bhar de re nindiyaa..
Jadu se jadu kar jaa na..
Sapna re sapna..
Ankhiyoon ki dibiyaa..