उन के ख्याल आये तो Un Ke Khayal Aaye To song Lyrics in Hindi

Lal Patthar (1971)
Un Ke Khayal Aaye To Lyrics in Hindi. उन के ख्याल आये तो song from Lal Patthar 1971. This Movie Stars Raaj Kumar, Hema Malini. Singer of Un Ke Khayal Aaye To is Mohammed Rafi. Lyrics of this Movie Song is written by Hasrat Jaipuri Music is given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Song Details :

Song : Un Ke Khayal Aaye To
Movie (Album) : Lal Patthar 1971
Star Cast Team : Raaj Kumar, Hema Malini
Singer(s) : Mohammed Rafi
Song Music Director : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyrics Written by : Hasrat Jaipuri
Label : Saregama

Un Ke Khayal Aaye To Lyrics in Hindi Lal Patthar 1971

Un Ke Khayal Aaye To Lyrics in Hindi :

उन के ख्याल आए तो
आते चले गए
उन के ख्याल आए तो
आते चले गए
दीवाना ज़िन्दगी को
बनाते चले गए
उन के ख्याल

जो सांस आ रही है
उसी का पयाम है
बेताबियों को और
बढ़ाते चले गए
उन के ख्याल
इस दिल से आ रही है
किसी यार की सदा
इस दिल से आ रही है
किसी यार की सदा
वीरान मेरा दिल था
बसाते चले गए
उन के ख्याल

Lyrics-in-hindi.in  ऐसी ही अगर मर्ज़ी है तेरी Aisi Hi Agar Marzi Hai Teri Lyrics in Hindi

होश ओ हवास पे
मेरे बिजली सी गिर पड़ी
मस्ती भरी नज़र से
पिला के चले गए
उन के ख्याल आए तो
आते चले गए
दीवाना ज़िन्दगी को
बनाते चले गए
उन के ख्याल.

Un Ke Khayal Aaye To Lyrics in English :

Un ke khayal aae to
Aate chale gaye
Un ke khayal aae to
Aate chale gaye
Deewana zindagi ko
Banaate chale gaye
Un ke khayal

Jo saans aa rahi hai
Usi kaa payaam hai
Betaabiyon ko aur
Badhaate chale gaye
Un ke khayal
Is dil se aa rahi hai
Kisi yaar ki sada
Is dil se aa rahi hai
Kisi yaar ki sada
Viraan mera dil tha
Basaate chale gaye
Un ke khayal

Hosh o havaas pe
Mere bijali si gir padi
Masti bhari nazar se
Pilaa ke chale gaye
Un ke khayal aae to
Aate chale gaye
Deewana zindagi ko
Banaate chale gaye
Un ke khayal.

All Songs From the Movie Lal Patthar 1971

Music Video of this Song

Leave a Comment