Bharosa (1963)
Wo Dil Kaha Se Laaoo Lyrics in Hindi. वो दिल कहा से लाऊ song from Bharosa 1963. This Movie Stars Guru Dutt, Asha Parekh, Mehmood. Singer of Wo Dil Kaha Se Laaoo is Lata Mangeshkar. Lyrics are written by Rajendra Krishan Music is given by Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Contents
Song Details :
Song : Wo Dil Kaha Se Laaoo
Movie (Album) : Bharosa 1963
Star Cast Team : Guru Dutt, Asha Parekh, Mehmood
Singer(s) : Lata Mangeshkar
Song Music Director : Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Lyrics Written by : Rajendra Krishan
Label : Saregama Music
Wo Dil Kaha Se Laaoo Lyrics in Hindi Bharosa 1963
Wo Dil Kaha Se Laaoo Lyrics in Hindi :
वो दिल कहा से लाऊ
तेरी याद जो भुला दे
वो दिल कहा से लाऊ
तेरी याद जो भुला दे
मुझे याद आने वाले
कोई रास्ता बता दे
वो दिल कहा से लाऊ
तेरी याद जो भुला दे
रहने दे मुझ को अपने
कदमों की खाक बनाकर
रहने दे मुझ को अपने
कदमों की खाक बनाकर
जो नहीं तुझे गवारा
मुझे ख़ाक में मिला दे
वो दिल कहा से लाऊ
तेरी याद जो भुला दे
मेरे दिल ने तुज को चाहा
क्या यही मेरी खता हैं
मेरे दिल ने तुज को चाहा
क्या यही मेरी खता हैं
मन कहता हैं लेकिन
ऐसी तो ना सजा दे
वो दिल कहा से लाऊ
तेरी याद जो भुला दे
मुझे याद आने वाले
कोई रास्ता बता दे
वो दिल कहा से लाऊ
तेरी याद जो भुला दे.
Wo Dil Kaha Se Laaoo Lyrics in English :
Wo dil kaha se laaoo
Teri yaad jo bhulaa de
Wo dil kaha se laaoo
Teri yaad jo bhulaa de
Muze yaad aane waale
Koi rasta bata de
Wo dil kaha se laaoo
Teri yaad jo bhulaa de
Rahane de muz ko apne
Kadmo ki khaak banakar
Rahane de muz ko apne
Kadmo ki khaak banakar
Jo nahin tuze gawaaraa
Muze khaak mein milaa de
Wo dil kaha se laaoo
Teri yaad jo bhulaa de
Mere dil ne tuz ko chaha
Kya yahi meri khataa hain
Mere dil ne tuz ko chaha
Kya yahi meri khataa hain
Mana khataa hain lekin
Aisi to naa sajaa de
Wo dil kaha se laaoo
Teri yaad jo bhulaa de
Muze yaad aane waale
Koi rasta bata de
Wo dil kaha se laaoo
Teri yaad jo bhulaa de.