या इलाही हो मुबारक Ya Ilaahi Ho Mubaarak song Lyrics in Hindi

Laila Majnu
Ya Ilaahi Ho Mubaarak Lyrics in Hindi. या इलाही हो मुबारक song from Laila Majnu. This Movie Stars Shammi Kapoor, Nutan. Singer of Ya Ilaahi Ho Mubaarak is Asha Bhosle. Lyrics of this Movie Song is written by Shakeel Badayuni Music is given by Ghulam Mohammad

Song Details :

Song : Ya Ilaahi Ho Mubaarak
Movie (Album) : Laila Majnu
Star Cast Team : Shammi Kapoor, Nutan
Singer(s) : Asha Bhosle
Song Music Director : Ghulam Mohammad
Lyrics Written by : Shakeel Badayuni
Label : Ultra

Ya Ilaahi Ho Mubaarak Lyrics in Hindi Laila Majnu

Ya Ilaahi Ho Mubaarak Lyrics in Hindi :

या इलाही हो मुबारक
तुझको यह तेरा जहां
दिल की बर्बादी पे बजती हैं यहां शहनाइयाँ
या इलाही हो मुबारक

मैं वह बुलबुल हूँ
की जिसका आशियाना लुट गया
आरज़ूएं मिट गयीं
दिल का खजाना लुट गया
फसल े गुल आने से पहले
आ गयी फसल े ख़िज़ाँ
दिल की बर्बादी पे बजती हैं यहां शहनाइयाँ
या इलाही हो मुबारक

हाय किस मंज़िल पे लायी
मेरी बर्बादी मुझे
चाँद सूरज कह रहे हैं
आज फरियादी मुझे
बेबसी पर मेरी मातम
कर रहा है आस्मां
दिल की बर्बादी पे बजती हैं यहां शहनाइयाँ
या इलाही हो मुबारक
तुझको यह तेरा जहां
दिल की बर्बादी पे बजती हैं यहां शहनाइयाँ
या इलाही हो मुबारक.

Lyrics-in-hindi.in  ो छोकरी वो तू है O Chhokri Wo Tu Hai song Lyrics in Hindi

Ya Ilaahi Ho Mubaarak Lyrics in English :

Ya ilaahi ho mubaarak
Tujhko yeh tera jahaan
Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan
Ya ilaahi ho mubaarak

Main woh bulbul hoon
Ki jiska aashiyana lut gaya
Aarzooyen mit gayin,
Dil ka khazaana lut gaya
Fasal e gul aane se pehle,
Aa gayi fasal e khizaan
Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan
Ya ilaahi ho mubaarak

Haay kis manzil pe laayi
Meri barbaadi mujhe
Chaand sooraj keh rahe hain
Aaj fariyaadi mujhe
Bebasi per meri maatam
Kar raha hai aasmaan
Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan
Ya ilaahi ho mubaarak
Tujhko yeh tera jahaan
Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan
Ya ilaahi ho mubaarak.

All Songs From the Movie Laila Majnu

Music Video of this Song

Leave a Comment