Yun Hota Toh Kya Hota What If (2006)
Yadon Mein Lyrics in Hindi. यादों में song from Yun Hota Toh Kya Hota What If 2006. This Movie Stars Konkona Sen Sharma, Irfan Khan, Jimmy Shergill, Ayesha Takia, Paresh Rawal, Saroj Khan, Boman Irani, Ratna Pathak Shah, Ankur Khanna. Singer of Yadon Mein is Shaan, Shreya Ghoshal. Lyrics are written by Sameer Music is given by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Contents
Song Details :
Song : Yadon Mein
Movie (Album) : Yun Hota Toh Kya Hota What If 2006
Star Cast Team : Konkona Sen Sharma, Irfan Khan, Jimmy Shergill, Ayesha Takia, Paresh Rawal, Saroj Khan, Boman Irani, Ratna Pathak Shah, Ankur Khanna
Singer : Shaan, Shreya Ghoshal
Song Music Director : Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Lyrics Written by : Sameer
Label : Times Music
Yadon Mein Lyrics in Hindi Yun Hota Toh Kya Hota What If 2006
Yadon Mein Lyrics in Hindi :
यादों में अक्सर आते रहे
कुछ पल हसके रुलाते रहे
तुमको भुला न पाए कभी
लगता हैं तुम साथ में हो अभी
क्या खूब लंगे हैं हम
आज फिर से हैं साथ
उड़द के चले आसमान के पार
दिल की तम्मन्ना हैं बार बार
बिखरे हुए ख्वाब कितने
आँखें हैं खुद में बसाए
ख़्वाबों में न मिल सके जो
आऊं उन्हें ढूंढ लाये
फिर होक सच ख्वाब अपने
चल्ने लगेने साथ साथ
समझो न तुम यह ज़रा सी बात
समंदर की लहरों को देखो
टूटे मगर थम ना जाए
साहिल से मिलने के खातिर
लेके उमीदें वह ाएँ
हम तुम भी लहरों की तरह
मिलते रहेंगे बार बार
लम्हें यह ायेंगे बार बार.
Yadon Mein Lyrics in English :
Yaadon mein aksar aate rahe
Kuchh pal hasake rulaate rahe
Tumko bhula na paaye kabhi
Lagta hain tum saath mein ho abhi
Kya khub lamge hain ham
Aaj phir se hain saath
Udd ke chale asmaan ke paar
Dil ki tammanna hain baar baar
Bikhre hue khwaab kitne
Aankhen hain khud mein basaaye
Khwaabon mein na mil sake jo
Aaon unhen dhund laaye
Phir hoke sach khwaab apane
Chalne lagene saath saath
Samjho na tum yeh zara si baat
Samandar ki lehron ko dekho
Tute magar tham na jaaye
Saahil se milne ke khaatir
Leke umeeden woh aayen
Ham tum bhi lehron ki tarah
Milte rahenge baar baar
Lamhen yeh aayenge baar baar.