ये काफिले यादों के Ye Kaafile Yaadon Ke song Lyrics in Hindi

Faasle (1985)
Ye Kaafile Yaadon Ke Lyrics in Hindi. ये काफिले यादों के song from Faasle 1985. This Movie Stars Sunil Dutt, Rekha, Farha, Rohan Kapoor. Singer of Ye Kaafile Yaadon Ke is Asha Bhosle. Lyrics are written by Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan) Music is given by Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma

Song Details :

Song : Ye Kaafile Yaadon Ke
Movie (Album) : Faasle 1985
Star Cast Team : Sunil Dutt, Rekha, Farha, Rohan Kapoor
Singer : Asha Bhosle
Song Music Director : Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma
Lyrics Written by : Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan)
Label : Saregama

Ye Kaafile Yaadon Ke Lyrics in Hindi Faasle 1985

Ye Kaafile Yaadon Ke Lyrics in Hindi :

ये क़ाफ़िले ऐ ऐ
यादों के
ये क़ाफ़िले यादों के
कहीं खो गए होते
ये क़ाफ़िले यादों के
कहीं खो गए होते
इक पल भी अगर भूल से
हम सो गए होते
ये क़ाफ़िले यादों के
कहीं खो गए होते

इस मोड़ पे अब तुझसे
बिछड़ना नहीं आसान ाँ
इस मोड़ पे अब तुझसे
बिछड़ना नहीं आसान
पहले ही कहीं तुझसे
जुदा हो गए होते
ये क़ाफ़िले यादों के
कहीं खो गए होते

Lyrics-in-hindi.in  वक़्त का साया Waqt Ka Saya song Lyrics in Hindi

मिलती के ना मिलती
ये मुक़द्दर था हमारा
मिलती के ना मिलती
ये मुक़द्दर था हमारा
मंज़िल की तरफ़ अपनी
कदम तोह गए होते
ये क़ाफ़िले यादों के
कहीं खो गए होते

दुनिया भी बुरा कहती
गीला तुझको भी होता ा ा
दुनिया भी बुरा कहती
गीला तुझको भी होता आ
हम हद्द से ज़रा आगे
छले जो गए होते
ये क़ाफ़िले यादों के
कहीं खो गए होते
इक पल भी अगर भूल से
हम सो गए होते
ये क़ाफ़िले यादों के
कहीं खो गए होते.

Ye Kaafile Yaadon Ke Lyrics in English :

Ye qaafile ae ae
Yaadon ke
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Ik pal bhi agar bhool se
Hum so gaye hote
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote

Iss mod pe ab tujhse
Bichhadna nahin aasaan aan
Iss mod pe ab tujhse
Bichhadna nahin aasaan
Pehle hi kahin tujhse
Judaa ho gaye hote
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote

Milti ke naa milti
Ye muqaddar thhaa hamaaraa
Milti ke naa milti
Ye muqaddar thha hamaaraa
Manzil ki taraf apni
Kadam toh gaye hote
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote

Duniya bhi bura kehti
Gilaa tujhko bhi hotaa aa aa
Duniya bhi bura kehti
Gilaa tujhko bhi hotaa aa
Hum hadd se zaraa aagey
Chale jo gaye hote
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote
Ik pal bhi agar bhool se
Hum so gaye hote
Ye qaafile yaadon ke
Kahin kho gaye hote.

Lyrics-in-hindi.in  तुझसे पहले Tujhse Pehle song Lyrics in Hindi
All Songs From the Movie Faasle 1985

Leave a Comment